Monday, November 20, 2017

शायरी दर्द


Tumhare naam ki do ghoont sharaab baki hai,
Tumko mubarak ho khushiyoon ka shamyaana,
Mere naseeb me abhi do gaz zameen baki hai.
मिट्टी मेरी कब्र से चुरा रहा है कोई,
मर कर मेरे दिल बहुत याद आ रहा है कोई,
एक पल की ज़िन्दगी और देदे ऐ खुदा,
मायूस मेरी कब्र से जा रहा है कोई|
Mitti Meri Kabar Se Chura Raha Hai Koi,
Markar Bhi Dil Ko Bahut Yaad Aa Raha Hai Koi,
Ik Pal Ki Jindgi Or Dede ae Khuda,
Maayuse Meri Kabar Se Ja Rahi Hai Koi.
दो कदम तो सब चल लेते हैं पर ,
ज़िन्दगी भर साथ कोई नहीं निभाता ,
अगर रो कर भूल जाती यादें ,
तो हस कर कोई गम न छुपाता .
Do kadam to sab chal lete hain par,
Zindagi bhar saath koi nahi nibhata ,
Agar ro kar bhool jaati yaadein,
To has kar koi gum na chhupaata .
बहुत आसान है जमाने में जनम लेना,
बड़ी मुश्किल है एक उम्र तक जीवन जीना,
हम तो खामोश हैं तेरी ही खामोशी से,
तुमसे ही सीखा है हमने आंसू पीना.
bahut aasaan hai jamaane mein janam lena,
badee mushkil hai ek umr tak jeevan jeena,
ham to khaamosh hain teree hee khaamoshee se,
tumase hee seekha hai hamane aansoo peena..
घुट घुट कर जीना तो
ज़िन्दग़ी नहीं होती,
नफरत से सर झुकाना
बन्दग़ी नहीं होती,
वो ग़ुनाह माफ़ी के
लायक नहीं है,
जिसमें शामिल कोई
शर्मिन्दग़ी नहीं होती ।
ghut ghut kar jeena to
zindagee nahin hotee,

napharat se sar jhukaana
bandagee nahin hotee,

vo gunaah maafee ke
laayak nahin hai,

jisamen shaamil koee
sharmindagee nahin hotee .
आज भीगी है पलके किसी की याद में
आकाश भी सिमट गया हैं अपने आप में
ओस की बूँद ऐसी गिरी है ज़मीन पर
मानो चाँद भी रोया हो उनकी याद में.…
Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad mein,
Aakash bhi simat gaya hai apne aap mein,
Oas ki boonde aisi giri hai jameen per,
Maano chand bhi roya ho uski yaad mein.
Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta,
Jisko jee bhar pyar kar sake wo insaan nahi milta,
Aasma ke sitaron ki tarah hamare armaan bhi bikharte rehte hain,
Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta.
Talash Uski Karo Jo Kisi Ke Paas Na Ho,
Bhula Do Use Jis Par Bharosa Na Ho,
Hum To Apne Gamo Par Bhi Hass Padte Hain,
Wo Isliye Ki Samne Wala Udas Na Ho.
Jise Tum sacche Dil Se Pyar Karo Use
Kabhi Mat Aazmana…!!
Kyo Ki
Agar Woh Gunhegaar Bhi Hua
Toh Dil Tumhara Hi Tutega.
Uske Hone Ya Naa Hone Se,
Kuch Khaas Fark Nahi Pada,
Dosto
Bas
Kal Jahan Dil Hua Karta Tha,
Aaj Wahan Dard Hota Hai !!
Ek din hum bhi kafan odh jayenge,
Sab rishte is jameen se tod jayenge,
Jitna g caahe satalo yaro,
Ek din rote huye sabko chod jayenge.
बादलों से कह दो,
जरा सोच समझ के बरसे,
अगर हमें उसकी याद आ गई,
तो मुकाबला बराबरी का होगा|
Badalon se keh do,
Jara soch samjh kar barse,
Agar mujhe unki yaad aa gayi,
To mukabla barabari ka hoga.
Badi mushkil se bani hu toot jane ke baad,
Main aaj bhi ro deti hu muskurane ke baad,
Tujh se mohabbat thi mujhe beintiha,
Lekin aksar ye mehsus hua tere jane ke baad,
Ab tak dhundh rahi hu apne andar k us shaks ko,
Jo nazar se kho gaya hain nazar aane ke baad.
Ab bhi taaza hain zakhm seene mein,
Bin tere kya rakha hain jeene mein,
Hum to zinda hain tera sath paane ko,
Warna der kitni lgti hai zaher peene mein.
Saari saari raat naa soye hum,
Raaton ko uth uth ke kitna roye hum,
Bas ek baar mera kasur bata de rabba,
Itna pyar karke bhi kyu na kisi ke hue hum.
Kuch cheeze hum purani chhod aaye hain,
Aate aate uski ankho me pani chod aaye hai,
Ye aisa dard hain jo bayaa ho nahi sakta,
Dil to sath le aaye par dhadkan chod aaye hai.
हद से ज्यादा खुशी और हद से ज्यादा गम किसी को मत बताओ ॥
जिन्दगी में लोग हद से ज्यादा खुशी पर “नजर” और
हद से ज्यादा गम पर “नमक” जरूर लगाते हैं
had se jyaada khushee aur had se jyaada gam kisee ko mat batao .
jindagee mein log had se jyaada khushee par “najar” aur
had se jyaada gam par “namak” jaroor lagaate hain
Kabhi use bhulana chaha,
Kabhi use manana chaha,
Maine jab bhi chaha use chaha,
Na jane kya baat thi mere asuon me,
Jo usne mujhe sirf rulana chaha.
Din Ke Sath Raat Nahi Hoti,
Sitaron Se Dil Ki Baat Nahi Hoti,
Jis Dost Ko Jaan Se Ziyada Chahate Hain Hum,
Khuda Jaane Kyu Unhi Se Mulakaat Nahi Hot.
मत सोच कि मैं तुझे भुला नहीं सकता,
तेरी यादों के पन्ने मैं जला नहीं सकता,
कश्मकश ये है कि खुद को मारना होगा,
और अपने सुकून की खातिर, तुझे रुला नहीं सकता|
mat soch ki main tujhe bhula nahin sakata,
teree yaadon ke panne main jala nahin sakata,
kashmakash ye hai ki khud ko maarana hoga,
aur apane sukoon kee khaatir, tujhe rula nahin sakata|
तमन्ना हो मिलने की तो,
बंद आँखों मे भी नज़र आएँगे,
महसूस करने की कोशिश तो कीजिए,
दूर होते हुए भी पास नज़र आएँगे !
tamanna ho milane kee to,
band aankhon me bhee nazar aaenge,
mahasoos karane kee koshish to keejie,
door hote hue bhee paas nazar aaenge !
हमारे दरमियाँ ये दूरियां ना होती,
गर कुछ मेरी मजबूरियाँ ना होती,
रहते ना यूं मेरे हाथ खाली,
गर रस्मों की ये बेड़ियाँ ना होती।
hamaare daramiyaan ye dooriyaan na hotee,
gar kuchh meree majabooriyaan na hotee,
rahate na yoon mere haath khaalee,
gar rasmon kee ye bediyaan na hotee.
Zaruri to nahi jine ke liye Sahara ho,
Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho,
Kuch kashtiya doob bhi jaya karti hai,
Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho.
Do Kadam To Sab Chal Lete Hain Par,
Zindagi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata,
Agar Ro Kar Bhulai Jaati Yaadein,
To Hans Kar Koi Gam Na Chupata.
Kash ke hum unke dil pe raaj karte,
Jo kal tha wohi pyar aaj karte,
Hume gum nahi unki bewafai ka,
Bas Armaan tha ki hum bhi apne pyar pe naaz karte.
मेरी यादें मेरा चेहरा मेरी बातें रुलायेंगी,
हिज़्र के दौर में गुज़री मुलाकातें रुलायेंगी,
दिनों को तो चलो तुम काट भी लोगे फसानों मे,
जहाँ तन्हा मिलोगे तुम तुम्हे रातें रुलायेंगी
meree yaaden mera chehara meree baaten rulaayengee,
hizr ke daur mein guzaree mulaakaaten rulaayengee,
dinon ko to chalo tum kaat bhee loge phasaanon me,
jahaan tanha miloge tum tumhe raaten rulaayengee
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,
har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
karte bayan to mehfil ko rula dete.
कहाँ कोई ऐसा मिला जिस पर हम दुनिया लुटा देते,
हर एक ने धोखा दिया, किस-किस को भुला देते,
अपने दिल का ज़ख्म दिल में ही दबाये रखा,
बयां करते तो महफ़िल को रुला देते।
Dukh De Kar Sawaal Karte ho,
Tum Bhi GHAALiB ! Kamaal Karte ho..
Daikh Kar Pooch Liyaa haal meraa,
Chalo Kuch tou Khayaal Karte ho..
Shehar-e-Dil may Ye Udaasiyaan Kaisi
Ye Bhe mujh say Sawaal Karte ho
Marnaa Chaahain tou mar nahe Sakte,
tum Bhe Jeenaa muhaal Karte ho..
Ab Kiss Kiss Ki misaal Doon tum Ko
her Sitam Bay-misaal Karte ho
दुःख देकर सवाल करते हो;
तुम भी जानम! कमाल करते हो;
देख कर पूछ लिया हाल मेरा;
चलो कुछ तो ख्याल करते हो;
शहर-ए दिल में ये उदासियाँ कैसी;
ये भी मुझसे सवाल करते हो;
मरना चाहें तो मर नहीं सकते;
तुम भी जीना मुहाल करते हो;
अब किस-किस की मिसाल दूँ तुम को;
हर सितम बे-मिसाल करते हो।
Woh karte hai baat ishq ki,
Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi,
Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko,
Par usse pana sab ke bas ka baat nahi.
वो करते हैं बात इश्क़ की,
पर इश्क़ के दर्द का उन्हें एहसास नहीं,
इश्क़ वो चाँद है जो दिखता तो है सबको,
पर उसे पाना सब के बस की बात नही..!
Wo keh gaye mera intezar mat krna,
Me kahu to bhi mera aitabar mat krna,
Ye bhi kaha unhe pyar nahi mujhse,
Aur ye bhi keh gye kisi Aur se pyar mat karna.
Kuchh Kadam Hum Chale,
Kuchh Kadam Tum Chale,
Farq Sirf Itna Raha,
Hum Chale To Faasla Ghat-Ta Gaya,
Aur Tum Chale To Faasla Badhta Gaya.
Aaj ek dheemi si aahat hai is dil mein..
Shayad koi adhuri si chahat hai is dil mein..
Kya karun main kahan jaaun..
Badi khalbali si hai aaj is dil mein..
Koi apna hota toh bin kahe he samjh leta,
Ab kis ko btaun ke kya hain is dil mein..??
Bhule bethe hai wo log bhi jine apna samjhta hoon
Kbhi mile to dil cheer ke dikhau ke kya hai is dil me?
Woh ruthte rahe hum manate rahe,
Unki raahon me palkein bichate rahe,
Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,
Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe.
Khuli Jo Aankh To Wo Tha Na Wo Zamanaa Tha,
Dehakati Aag Thi Tanhayi Thi Fasanaa Tha,
Ye Kya Ki Chand Hi Kadmon Pe Thak Ke Baith Gaye,
Tumhein To Saath Mera Door Tak Nibhanaa Tha.
इतनी बदसलूकी ना कर ऐ जिदंगी,
हम कौन सा यहाँ बार बार आने वाले है,
सुना है जिदंगी इम्तहान लेती है,
यहाँ तो इम्तहानों ने जिदंगी ले रखी है|
itanee badasalookee na kar ai jidangee,
ham kaun sa yahaan baar baar aane vaale hai,
suna hai jidangee imtahaan letee hai,
yahaan to imtahaanon ne jidangee le rakhee hai|
आँखों से आंसू भी न निकले और नमी भी है…
उनकी याद भी साथ है और तन्हाई भी है…
सांस तो साथ है मगर जिन्दगी नहीं…
हर सांस मे तू रहती भी है और तेरी कमी भी है.
aankhon se aansoo bhee na nikale aur namee bhee hai…
unakee yaad bhee saath hai aur tanhaee bhee hai…
saans to saath hai magar jindagee nahin…
har saans me too rahatee bhee hai aur teree kamee bhee hai.
Kahan Se Layein Hunar Use Manane Ka,
Koi Jawab Nahi Tha Uske Rooth Ke Chale Jane Ka,
Milni Thi Mujhe Hi Saza Is Mohabbat Mein,
Kyon Ki Juram Maine Hi Kiya Tha Us Se Dil Lagane Ka.
Nibha Sakta Hun Main Tamam Umar Saath Tera,
Magar Aapni Zindagi Par Mujhe Yaqeen Nahi,
Mere Marne Par Bhi Rahogi Tum Pass Mere,
Magar Hunga Us Waqt Bhi Main Tumhare Saath Nahi.
Kuch Cheezein Hum Purani Chhod Aaye,
Aate Aate Uski Aankhon Mein Paani Chhod Aaye,
Ye Aisa Dard Hai Jo Bayaan Ho Hi Nahi Sakta,
Dil To Saath Le Aaye Lekin Dhadkan Wahin Chhod Aaye.
वादा करके वो निभाना भूल जाते हैं,
लगा कर आग फिर वो बुझाना भूल जाते हैं,
ऐसी आदत हो गयी है अब तो उस हरजाई की,
रुलाते तो हैं मगर मनाना भूल जाते हैं।
vaada karake vo nibhaana bhool jaate hain,
laga kar aag phir vo bujhaana bhool jaate hain,
aisee aadat ho gayee hai ab to us harajaee kee,
rulaate to hain magar manaana bhool jaate hain.
Mujhse Na Sahi, Gairon Se Hi Sahi,
Tumhein Dil Ko Lagana Aa To Gaya,
Duniya Mein Kisi Ke Tum Ho To Gaye,
Chalo Tumhein Pyaar Nibhana Aa To Gaya.
Aisa Nahi Hai Ki Ab Teri Mujhko Zaroorat Nahi Rahi,
Bas Toot Toot Kar Ab Bikhrne Ki Himmat Nahi Rahi;,
Aisa Nahi Hai Ki Tere Peeche Teri Yaad Aati Nahi,
Bas Ab Foot Foot Kar Rone Kee Himmat Nahi Rahi.
Dukh Dete Ho Aur Khud Hi Sawal Karte Ho,
Tum Bhi O Sanam Kamaal Karte Ho,
Dekh Kar Puch Liya Hai HaaL Mera,
Chalo Shukr Hai Kuch To Khyaal Karte Ho.
हमारी दास्तां उसे कहां कबूल थी,
मेरी वफायें उसके लिये फिजूल थीं,
कोई आस नहीं लेकिन कोई इतना बतादो,
मैंने चाहा उसे क्या ये मेरी भूल थी।
Hamari Dastan Use Kaha Kabul Thi,
Meri Wafayen Uske Liye Fizool Thi,
Koi Aas Nahi Lekin Itna Bata Do,
Maine Chaha Use Kya Ye Meri Bhool.
Zindagi Mujhse Yun Daga Na Kar,
Main Zinda Rahu Bin Uske Ye Dua Na Kar,
Dekhta Hai Use Koi To Hoti Hai Jalan,
Ai Hawa Tu Bhi Use Chuaa Na Kar.
Ek Kahani Si Dil Par Likhi Reh Gayi,
Wo Nazar Jo Mujhe Dekhti Reh Gayi,
Log Aakar Bazaar Mein Bik Bhi Gaye,
Meri Keemat Lagi Ki Lagi Reh Gayi.
कितना दर्द है दिल में दिखाया नहीं जाता,
गंभीर है किस्सा सुनाया नहीं जाता,
एक बार जी भर के देख लो इस चहेरे को,
क्योंकि बार-बार कफ़न उठाया नहीं जाता|
Kitna dard hai dil me dikhaya nahi jata..
Gambhir hai kisa sunaya nahi jata..
Ek bar g bhar ke dekh lo is chehre ko,
Kiyon ki bar-bar kafan uthaya nahi jata..
टुट जाये ख्वाब तो जुङने की आस क्या रखना,
पलकों के भिगने का हिसाब क्या रखना,
बस इसलिए मुसकुरा देते हैं हम,
अपनी उदासी से किसी को उदास क्या रखना|
Toot Jaye Khawab To Judne Ki Aas Kya Rakhna,
Palko Ke Bheegne Ka Ab Hisab Kya Rakhna,
Bas Isliye Muskura Dete Hai,
Apni Udasi Se Kisi Ko Udas Kyu Rakhna.
Kya gham hai, kya khushi malum nahi,
Apna hai ki ajnabi malum nahi,
Jiske bina ek pal nahi guzarta,
kaise guzregi ye zindagi malum nahi.
Dard Mein Is Dil Ko Tadapte Dekha,
Apne Samne Har Rishte Ko Bikharte Dekha,
Kitne Pyaar Se Sajai Thi Khwabon Ki Duniya,
Use Apni Aankon Ke Samne Ujadte Hue Dekha.
Har Sitam Seh Kar Kitne Gham Chipaye Humne,
Teri Khatir Har Din Aansu Bahaye Humne,
Tu Chhod Geya Jaha Humein Raahon Mein Akela,
Bas Tere Diye Zakhm Har Ek Se Chipaye Humne.
Lekar Hum Dusro Ki Hansi Kya Karein,
Jo Apni Nahi Wo Khushi Kya Karein,
Tanha Jeene Se Behtar Hai Mar Jayein Hum,
Jab Saath Tum Nahi To Zindagi Jee Kar Kya Karein.
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hai,
Kabhi laga ke wo karib aa rahe hai,
Kuchh log hote hai ansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta sath de rahe hain,
Ya chhod kar jaa rahe hain !
क्यों शर्मिंदा करती हो,
हाल हमारा पूछ कर..
हाल हमारा वही है,
जो तुमने बना के रखा है..
Kyu Sharminda Karti Ho,
Haal Hamara Puch Kar..
Haal Hamara Wahi Hai,
Jo Tumne Bana Ke Rakha Hai..
Roka unhe bahut baar,
Ab nahi rokenge hum,
Thokar kha chuke har baar,
Ab thak se gaye hai hum.
कितने मजबूर हैं हम प्यार के हाथों,
ना तुझे पाने की औकात…
ना तुझे खोने का हौसला।
Kitne Majboor Hain Hum Pyar Ke Hathon,
Na Tujhe Pane Ki Oukaat,
Na Tujhe Khone Ka Hosla.
तडप के देख किसी की चाहत मे,
तो पता चले के इंतज़ार क्या होता है,
यु मिल जाए अगर कोई बिना तडप के,
तो कैसे पता चले के प्यार क्या होता है…
Tadap K Dekh Kisi Ki Chahat Mein,
To Pata Chale Intzaar Kya Hota Hai,
Yu Mil Jaaye Agar Koi Bina Tadap Ke,
To Kaise Pata Chale Pyar Kya Hota Hai.
छोटी सी ज़िन्दगी में अरमान बहुत थे,
हमदर्द कोई न था इंसान बहुत थे,
हम अपना दर्द बताते भी तो किसे बताते,
इस दिल का हाल जानने वाले अनजान बहुत थे
chhotee see zindagee mein aramaan bahut the,
hamadard koee na tha insaan bahut the,
ham apana dard bataate bhee to kise bataate,
is dil ka haal jaanane vaale anajaan bahut the
ताबीर जो मिल जाती तो एक ख्वाब बहुत था
जो शख्स गँवा बैठे है नायाब बहुत था
मै कैसे बचा लेता भला कश्ती-ए-दिल को
दरिया-ए-मुहब्बत मे सैलाब बहुत था.
taabeer jo mil jaatee to ek khvaab bahut tha
jo shakhs ganva baithe hai naayaab bahut tha
mai kaise bacha leta bhala kashtee-e-dil ko
dariya-e-muhabbat me sailaab bahut tha.
Zakham Ki Baat Nahi Hai Jaane Dard Kyon Hota Hai,
Dhokhe Ki Baat Nahi Hai Jaane Ehaas Kyon Hota Hai,
Jante Hue Ki Wo Bewafa Hain,
Na Jane Phir Bhi Pyaar Kyon Hota Hai.
Ae Mout Jara Thahar Ja,
Jara Sa Ruk Ja Tu,
Intezaar Hai Unka,
Jinki Amanat Hai Zindagi,
Jara Unse Rukhsat Le Lene De,
Fir Le Chalna,
Yeh Jaruri Hai,
Unhi Ki Badolat Hai Zindagi.
Kab Tak Reh Paoge Aakhir Yun Door Hum Se,
Milna Padega Aakhir Kabhi Zaroor Hum Se,
Nazrein Churane Wale Ye Berukhi Hai Kaisi,
Keh Do Agar Hua Hai Koi Kasoor Hum Se.
Har shakhs mujhe zindagi,
Jeene ka tarika batata hai,
Unhe kaise samjhau ki,
Ek khawab adhura hai mera,
Warna jeena toh,
Mujhe bhi aata hain !
अपनो को दूर होते देखा,
सपनो को चूर होते देखा,
अरे लोग कहते हे फ़िज़ूल कभी रोते नही,
हमने फूलोँ को भी तन्हाइयोँ मे रोते देखा!
apano ko door hote dekha,
sapano ko choor hote dekha,
are log kahate he fizool kabhee rote nahee,
hamane phoolon ko bhee tanhaiyon me rote dekha!
Agar Wo Khush Hai Dekh Kar Aansu Meri Aankhon Mein,
To Rab Ki Kasam Hum Muskurana Chhod Denge,
Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko,
Lekin Us Ki Taraf Nazrein Uthana Chhod Denge.
Wo Aayi Nahi Kabhi Mujhe Yaad Karke,
Wo Gayi Jab Bhi Mujhe Barbaad Karke,
Agar Wo Aaye Meri Maut Pe To Use Keh Dena,
Abhi Soya Hai Tujhe Yaad Karke.
Itni Shiddat Se Chaha Use Ki Khud Ko Bhi Bhula Diya,
Unke Liye Apne Dil Ko Kitni Hi Baar Rula Diya,
Ek Baar Hi Thukraya Unhone,
Aur Humne Khud Ko Maut Ki Neend Sula Diya.
हद से ज्यादा खुशी और हद से ज्यादा गम
कभी किसी कौ मत बताऔ!
जिंदिगी मे लोग हद से ज्यादा खुशी पर
“नजर”और हद से ज्यादा गम पर “नमक” जरुर लगाते है!
had se jyaada khushee aur had se jyaada gam
kabhee kisee kau mat bataau!
jindigee me log had se jyaada khushee par
“najar”aur had se jyaada gam par “namak” jarur lagaate hai!
आज फिर ए तन्हाई लग जा गले,
के तुझसे लिपट के रोने का बहुत दिल है,
एक तू ही तो है हमसाया जिंदगी का मेरी..
वरना यहां तो हर रिश्ता, मेरी रूह का कातिल है!!
aaj phir e tanhaee lag ja gale,
ke tujhase lipat ke rone ka bahut dil hai,
ek too hee to hai hamasaaya jindagee ka meree..
varana yahaan to har rishta, meree rooh ka kaatil hai!!
Ek Jurm Hua Hai Hum Se Ek Yaar Bana Baithe Hain,
Kuch Apna Sa Us Ko Samajh Kar Sab Raaz Bata Baithe Hain,
Phir Us Ke Pyaar Ki Raah Mein Dil-o-Jaan Gawa Baithe Hain,
Woh Yaad Bahut Aate Hain Jo Hum Ko Bhula Baithe Hain.
एक दिन हम भी कफ़न ओढ़ जाएँगे,
हर एक रिश्ता इस ज़मीन से तोड़े जाएँगे,
जितना जी चाहे सतालो यारो,
एक दिन रुलाते हुए सबको छोड़ जाएँगे,
Ek din hum bhi kafan odh jayenge,
Har ek rishta is zameen se tode jayenge,
Jitna ji chahe satalo yaaro,
Ek din rulate hue sabko chod jayenge.
अलविदा कह के जब वौ चल दिये,
इन आखो ने सारे हसीन ख्वाब खो दिये,
दर्द तब नही हुआ जब वो हमे छोड़ दिये,
दुख तो तब हुआ जब वो अलविदा कहते ही खुद रो दिये..!!
Alvida kehkar jab wo chal diye,
Ankhon ne sare haseen khwab kho diye,
Dard tab nahi hua jab wo humein chhor gaye,
Dard to tab hua jab Alvida kehkar wo khud ro diye..!!
कहाँ से लाऊ हुनर उसे मनाने का;
कोई जवाब नहीं था उसके रूठ जाने का;
मोहब्बत में सजा मुझे ही मिलनी थी;
क्यूंकी जुर्म मैंने किया था उससे दिल लगाने का।
Kaha Se Lau Hunar Use Manane Ka,
Koi Jawab Nai Tha Uske Rooth Jane Ka,
Mohabbat Me Saza Muje Hi Milni Thi,
Kyuki Jurm Maine Kiya Unse Dil Lagane Ka.
Talash Hai Ek Aise Shakhs Ki,
Jo Aankhon Mein Us Waqt Dard Dekh Sake,
Jab Sab Log Mujse Khete Hain,
Kya Yaar Hamesha Hansti Rehti Ho.
Udas Na Baitho Fiza Tang Karegi,
Gujre Hue Lamho Ki Sazaa Tang Karegi,
Kisi Ko Na Lao Dil Ke Itna Kareeb,
Kyonki Uske Jaane Ke Baad Uski Har Adaa Tang Karegi.
Dil Toot Jata Hai Par Khanak Nahi Hoti,
Har Dhadkan Roti Hai Par Palak Nahi Roti,
Mohabbat Naam Hai Khuda Kee Bandagi Ka,
Jo Sharton Pe Mile Woh Mohabbat Nahi Hoti.
जो लोग एक तरफा प्यार करते है
अपनी ज़िन्दगी को खुद बर्बाद करते है !
नहीं मिलता बिना नसीब के कुछ भी,
फिर भी लोग खुद पर अत्याचार करते है !!
jo log ek tarapha pyaar karate hai
apanee zindagee ko khud barbaad karate hai !
nahin milata bina naseeb ke kuchh bhee,
phir bhee log khud par atyaachaar karate hai !!
Tadap ke Dekh Kisi ki Chahat Me,
To Pata Chale Intzaar Kya Hota Hai,
Yu Mil Jaaye Agar Koi Bina Tadap Ke,
To Kaise Pata Chale Pyar Kya Hota Hai..!
खामोश बैठें तो लोग कहते हैं
उदासी अच्छी नहीं,
ज़रा सा हँस लें तो
मुस्कुराने की वजह पूछ लेते हैं !
Khamosh baithe toh log kehte hai..
Udaasi acchi nahi,
Zara sa hans le toh
Log muskuraane ki wajah pooch lete hain..!!
Phoolon Se To Wafa Mil Nahi Saki Aao
Kaanton Se Dosti Kar Lein.
Suna Hai Yeh Daaman Pakad Lein Fir..
Aasaani Se Chhoda Nahi Karte!
Ehsaas-E-Mohabbat K Liye..
Bus Itna Hi Kafi Hai..
Tere Baghair Bhi Hum..
Tere Hi Rehty Hain.
Meri deewangi ko dekh k muskurate hai kyu..
Main jitna paas jau utna door jate hai kyu..
Kuchh toh wajah zaroor hogi unki berukhi ki..
Mujhe aise her pal sataate hai kyu!!
Zindagi Ne Kai Sawalat Badal Dale,
Waqt Ne Mere Haalaat Badal Dale,
Main to Aaj bi wahi hun Jo main kal tha,
Bas mere liye Kuch apno ne Apne Khyalat badal dale.
अजीब था उनका अलविदा कहना,
सुना कुछ नहीं और कहा भी कुछ नहीं,
बर्बाद हुवे उनकी मोहब्बत में,
की लुटा कुछ नहीं और बचा भी कुछ नहीँ!
Ajeeb tha unka alvida kehna ,
Suna kuch nahi aur kaha bhi kuch nahi,
Kuch yu barbaad huye unki mohbbat me,
Ke loota kuch nahi par bacha bhi kuch nahi.
उनको ये शिकायत है कि मैं बेवफाई पे नहीं लिखता,
और मैं सोचता हूं कि मैं उनकी रुसवाई पे नहीं लिखता..
ख़ुद अपने से ज्यादा बुरा जमाने में कौन है?
मैं इसलिए औरों की बुराई पे नहीं लिखता..
कुछ तो आदत से मजबूर हैं और कुछ फितरतों की पसंद है
जख्म कितने भी गहरे हों, मैं उनकी दुहाई पे नहीं लिखता…..!!
Unko ye shikayat hai ki main bewafai pe nahi likhta,
Aur main sochta hun ki main unki ruswai pe nahi likhta,
Khud apne se jyada bura jamane me kaun hai,
Is liye main auron ki buraai pe nahi likhta,
Kuchh toh aadaton se majbur hain aur kuchh fiaraton ki pasand hai,
Jakhm kitne bhi gehre ho, main unki duhai pe nahi likhta,
Aaj Phir kisi yaad ne, raat bhar hai jagaya mujhko,
Kya saza di hai, mohabat ne khudaya mujh ko,
Din ko aaram hai na, raat ko hai chain kabhi,
Jane kis khaak se, kudrat ne banaya mujhko..
Aasuon ki bunde hai ya ankhon ki nami hain,
Na upar aasma hai na niche zamee hain,
Ye kaisa mod hai zindagi ka,
Uski hi zarurat hai aur uski hi kami hain!!
Uski Bate Bar Bar Yaad Karke Roye,
Uske Liye Rabb Se Faryaad Karke Roye,
Uski Khushi Ke Liye Choord Diya Use,
Phir Uski Hi Kami Ka Ehasas Karke Roye !!!
Palko Pe Aake Ruk Jaate Hai Ye Aansu,
Tanhaa Paakar Beh Jaate Hai Aaansu,
Dill To Bahot Karta Hai Gum Batlaaun Aap Se,
Par Aap Ko Hastaa Dekh Shukh Jaate Hai Ye Aansu !!!
Hum Me Tu Abhi Bhi Thoda Baki Hai,
Aankhon Me najar aate Aansu Hai,
Hoton Pe Teri Hasi Ki Jhanki Hai,
Tu Chhod Gaya Dil Tod Gaya..
Hum Ji Rahe Hai Ki..
Hum Me Thodi Mohabbat Abhi Baki Hai !
In Dooriyon Ko Judai Mat Kehna,
In Khamoshio Ko Ruswai Mat Kehna,
Har Mod Pe Yaad Karenge Aapko,
Zindgi Ne Saath Na Diya To Bewafayi Mat Kehna !!!
Zindagi Ke Zehar Ko Yu Has Ke Pi Rahe Hai,
Tere Pyar Bina Yu Hi Zindagi Jee Rahe Hai,
Akelepan Se Ab Darr Nahi Lagta Hame,
Tere Jaane Ke Baad Yu Hi Akele Jee Rahe Hai !
Jab Jana Hi Tha Tumhe To Aaye Kyon Hamari Zindigi Mein,
Yu Rulana Tha Fir Kyon Hasna Sikhaya Humein,
Ab To Tadapne Ke Liye Chod Diya Saari Umar,
Pal Pal Yu Marna Hi Tha To Zina Kyon Bataya Humein
Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchaan Na Paye,
Khud He Kar Li Bewafai Humne,
Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye !
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De,
Tera Mujrim Hoon Mujhe Dub Ke Mar Jaane De,
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko,
Sochta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De 
Bichar Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti Hai,
Yeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa Lagti Hai,
Tarap Uthta Hoon Dard Ke Maare Zakhmon Ko,
Jab Tere Sheher Ki Hawa Lagti Hai,
Agar Ummeed-E-Wafa Karu To Kis Se Karu,
Mujh Ko To Meri Zindagi Bhi Be-Wafa Lagti Hai
Mein Khud Ko Tumse Dur Karna Chahti Hu,
Ya Yu Kaho Ki Khud Ko Khud Se Durr Karna Chahti Hu,
Meri Shayri Mein Pehle Se Jyada Dard Bhar Gaya Hai,
Shayad Mein Iss Tarha Hi Apna Dard Bayan Karna Chahti Hu
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe,
Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,
Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.

No comments:

Post a Comment