Tuesday, November 14, 2017

Best Love Shayari

तन्हा रहना तो सीख लिया हमने,
लेकिन खुश कभी ना रह पाएंगे,
तेरी दूरी तो फिर भी सह लेता ये दिल,
लेकिन तेरी मोहब्बत के बिना ना जी पाएंगे.

tanha rahana to seekh liya hamane,
lekin khush kabhee na rah paenge,
teree dooree to phir bhee sah leta ye dil,
lekin teree mohabbat ke bina na jee paenge.

Na koi kisi se door hota hai,
Na koi kisi ke kareeb hota hai,
Pyar khud chal kar aata hai,
Jab koi kisi ka naseeb hota hai..

आप खुद नहीं जानती आप कितनी प्यारी हो,
जान हो हमारी पर जान से प्यारी हो,
दूरियों क होने से कोई फर्क नही पड़ता
आप कल भी हमारी थी और आज बी हमारी हो..

Aap Khud Nahi Janti Aap Kitni Pyari Ho,
Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyari Ho,
Duriyon K Hone Se Koi Fark Nahi Padta,
Aap Ki Bhi Hamari Thi Or Aaj Bhi Hamari Ho.

Wo sochte hai ki ladne se aur baat na karne se..
Log bhool jaate hai,
Magar
Unhe nahi pata..
Ladne se pyar badhta hai,
Aur baat naa karne se bechaini badhti hai.

कभी वादे के नाम पर,
कभी सौदे के नाम पर,
हम बेचे जाते हैं आज भी,
मोहब्बत के नाम पर..

kabhee vaade ke naam par,
kabhee saude ke naam par,
ham beche jaate hain aaj bhee,
mohabbat ke naam par..

आप होते जो मेरे साथ तो कैसा होता,
बात बन जाती अगर बात तो कैसा होता,
सबने माँगा है मुझसे मुहब्बत का जवाब,
आप करते जो सवालात तो कैसा होता|

aap hote jo mere saath to kaisa hota,
baat ban jaatee agar baat to kaisa hota,
sabane maanga hai mujhase muhabbat ka javaab,
aap karate jo savaalaat to kaisa hota|

वो मुझ तक आने की राह चाहता है,
लेकिन मेरी मोहब्बत का गवाह चाहता है,
खुद आते जाते मौसमो की तरहा है,
और मेरे इश्क़ की इंतेहः चाहता है|

Wo Mujh Tak Aane Ki Raah Chahta Hai..!
Lekin Meri Mohabbaton Ka Gawah Chahta Hai..!!
Khud Aate Jaate Mousamo Ki Tarah Hai..!
Aur Mujh Se Mohabbat Ki Intiha Chahta Hai..!!

सुर्ख आँखो से जब वो देखते है..
हम घबराकर आँखे झुका लेते है..
क्यू मिलाए उन आँखो से आखे..
सुना है वो आखो से अपना बना लेते है|

Surkh ankhon se wo jab hume dekhte hai,
Hum ghabra kar ankhein jhuka lete hai,
Kon milaye un ankhon se ankhein
Suna ha wo ankhon se hi apna bana lete hai.

वो दिल ही क्या जो वफ़ा ना करे,
तुझे भूल कर जिएं कभी खुदा ना करे,
रहेगी तेरी मुहब्बत मेरी जिंदगी बन कर,
वो बात और है, अगर जिंदगी वफ़ा ना करे..

Wo dil hi kya jo wafa na kare,
Tujhe bhul kar jiye kabhi khuda na kare,
Rahegi teri mohabbat meri zindagi bankar,
Wo baat aur hai, Agar zindagi wafa na kare.

सोचा था इस कदर उनको भूल जाएँगे,
देखकर भी अनदेखा कर जाएँगे,
पर जब जब सामने आया उनका चेहरा,
सोचा इस बार देखले, अगली बार भूल जाएँगे|

socha tha is kadar unako bhool jaenge,
dekhakar bhee anadekha kar jaenge,
par jab jab saamane aaya unaka chehara,
socha is baar dekhale, agalee baar bhool jaenge|


इस कदर हम उनकी मोहब्बत में खो गए,
की एक नज़र देखा और बस उन्ही के हो गए,
आँख खुली तो अँधेरा था, देखा एक सपना था,
आँख बंद की और उन्ही सपनो में फिर खो गए!

Is kadar ham unakee mohabbat mein kho gae,
kee ek nazar dekha aur bas unhee ke ho gae,
aankh khulee to andhera tha, dekha ek sapana tha,
aankh band kee aur unhee sapano mein phir kho gae!

प्यार की कोई हद समझना, मेरे बस की बात नहीं,
दिल की बातों को न करना, मेरे बस की बात नहीं,
कुछ तो बात है तुझमें तब तो दिल ये तुमपे मरता है,
वरना यूँ ही जान गँवाना, मेरे बस की बात नहीं|

Pyar Ki Koyi Had Samajhna Mere Bas Ki Baat Nahi,
Dil Ki Baton Ko Na Karna Mere Bas Ki Baat Nahi,
Kuchh To Baat Hai Tujhme Tab To Dil Ye Tumpe Marta Hai,
Warna Yun Hi Jaan Ganwana Mere Bas Ki Baat Nahi.

Tujhe yaad karte hain har saans ke baad,
Kabhi subha se pehle kabhi shaam ke baad,
Kabhi milo toh kuch karein baatein,
Ek jaam se pehle ek jaam ke baad,
Dil ki deewaron pe tera naam likhte hain,
Kabhi fursat main kabhi kaam ke baad,
Mere marne ke baad bhi log tujhe pukarain ge,
Kabhi mere naam se pehle kabhi mere naam ke baad.

Mere dil ki har dhadkan ab tumhare liye hain,
Meri har dua tumhari muskurahat k liye hai,
Tumhari har adaa mere dil ko churane k liye hai,
Ab to meri zindagi tumhare intezar k liye hain.

Dil mera unke liye hi machalta hain,
Thokar khata hai or sambhalta hain,
Kisi ne is kadar kar liya dil par kabja,
Dil mera hai par unke liye dhadkta hai.

मोह्ब्बत किसी ऐसे सख्स की तलाश नही करती
जिसके साथ रहा जाये,
मोह्ब्बत तो ऐसे सख्स की तलाश करती हे
जिसके बगेर रहा न जाये!

Mohabbat Kisi Aise Shakhs Ki Talash Nahi Karti
Jiske Saath Raha Jaaye..
Mohabbat To Aise Shakhs Ki Talash Karti Hai
Jiske Bagair Raha Na Jaaye!

Kaun Kehta Hai Dil Paagal Hai,
Ye Pagalpan To Sirf Bahana Hai,
Ek Baar Muskurakar Hanskar To Dekho,
Ye Pagal Tumhara Deewana Hai.

Teri Khushio Ko Sajana Chahta Hoon,
Tujhe Dekh Kar Muskurana Chahata Hoon,
Meri Zindagi Me Kya Ahmiyat Hain Teri,
Ye Labzo Me Nahi Paas Aa Kar Batana Chahata Hoon.

Door Hain Aapse Toh Koi Gam Nahi,
Door Rehkar Bhulne Waale Hum Nahi,
Roj Mulaqat Na Ho To Kya Hua,
Aapki Yaad Aapki Mulaqat Se Kam NahI.

तेरी खुशिओं को सजाना चाहता हूँ,
तुझे देखकर मुस्कराना चाहता हूँ,
मेरी ज़िन्दगी में क्या अहमियत हैं तेरी,
ये लब्ज़ों में नही,पास आकर बताना चाहता हूँ।

Teri khushiyo ko sajana chahti hu,
Tujhe dekh k muskurana chahti hu,
Meri zindagi me kya ahmiyat hai teri,
Ye lafzo me nahi pass aa kar batana chahti hu.

Khushi Ke Aasu Rukne Na Dena,
Gum Ke Aasu Bahne Na Dena,
Yeh Zindagi Na Jane Kab Ruk Jayegi Magar,
Ye Pyari Si Relationsip Kabhi Tutne Na Dena.

Aasmaan Hi Nahi Saare Sitare Bhi Humare Hain,
Aap Jo Akele Ho To Hum Aapke Sahare Hain,
Jis Pal Aap Hume Yaad Karte Ho,
Wo Lamhe Saare Jahan Se Pyare Hain.

Jo rehte hai dil me wo juda nahi hote,
Kuch ehsaas lafzon me bayan nahi hote,
Ek hasrat hai unhe manane ki,
Wo itne achhe hai ki kabhi khafa nahi hote.

बंद कर ली आंखें और लब थरथराए,
आ गए करीब फिर तुम क्यूं शरमाए,
दिन में कह लेना जो भी हो गिले शिकवे,
तेरी खामोश जुबां मुझे रातों को समझाए|

Band kar lee aankhen aur lab tharatharae,
aa gae kareeb phir tum kyoon sharamae,
din mein kah lena jo bhee ho gile shikave,
teree khaamosh jubaan mujhe raaton ko samajhae.

Ae chand mujhe bta tu mera kya lgta hai,
Q mere sath sari rat jaga krta hai..!!
Main to ban baitha hu diwana unke pyaar mein,
Kya tu bhi kisi se bepanah mohabbat karta hai..!!

मोहब्बत कोई चीज़ नही,
जिसे पैसे से हासिल किया जा सके,
इश्क़ कोई मुक़द्दर नहीं,
जिसे तक़दीर पे छोड़ा जा सके,
प्यार तो एक विश्वास है,
भरोसा है, ऐतबार है,
पर मोहब्बत इतनी आसान नही की किसी से भी किया जा सके!

Mohabbat Koi Cheez Nahi,
Jise Paise Se Hasil Kiya Ja sake,
Ishq Koi Mukaddar Nahi,
Jise Takdeer Pe Choda Ja Sake,
Pyaar Tho Ek Vishwas Hai,
Bharosa Hai, Aitbaar Hai,
Par Mohabbat Itni Aasaan Nahi Ki Kisi Se Bhi Ki Ja Sake.

Jazbaat mere kahin kuch khoye huye se hain,
Kahu kaise wo tumse thoda shrmaye huye se hai,
Par aaj na rok sakunga jazbaato ko main apne,
Karte hai pyar hum tumhi se par ghabraye huye se hai.

Hasrat hain sirf tumhe paane ki,
Aur koi khawahish nahi is deewane ki,
Shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai,
Kya zarurat thi tumhe itna khubsurat banaane ki.

Kitna bebas hain insaan kismat ke aage,
Har sapna tut jata hain hakikat ke aage,
Jisne kbhi duniya me haarna nahi sikha,
Wo bhi haar jata hain mohabbat ke aage.

दूर दूर रह कर भी हम कितने करीब हैं,
हमारा रिश्ता भी जाने कितना अजीब है,
बिन देखे ही तेरा यूँ मोहब्बत करना मुझसे,
बस तेरी यही चाहत ही तो मेरा नसीब है,
पर जिसे प्यार ही ना मिला हो किसी का,
वो बदकिस्मत भी यहाँ कितना गरीब है,
और जिसे मिल गया हो तेरे जैसा यार यहाँ,
वो शख्स भी मेरे जैसा ही खुशनसीब है….!!

door door rah kar bhee ham kitane kareeb hain,
hamaara rishta bhee jaane kitana ajeeb hai,
bin dekhe hee tera yoon mohabbat karana mujhase,
bas teree yahee chaahat hee to mera naseeb hai,
par jise pyaar hee na mila ho kisee ka,
vo badakismat bhee yahaan kitana gareeb hai,
aur jise mil gaya ho tere jaisa yaar yahaan,
vo shakhs bhee mere jaisa hee khushanaseeb hai….!!

इश्क़ में कोई खोज नहीं होती,
यह हर किसी से हर रोज नहीं होती,
अपनी जिंदगी में हमारी मौजूदगी को बेवजह मत समझना,
क्योंकि पलके कभी आँखों पर बोझ नहीं होती..!!

Ishq mein koi khoj nahin hoti,
Yeh har kisi se roz nahin hoti,
Apni zindagi mein humari maujudagi ko bewajah mat samjhna,
Kyonki palaken kabhi aankhon par bojh nahin hoti.

कौन कहता है हम उसके बिना मर जायेंगे,
हम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगे,
वो तरस जायेंगे प्यार की एक बून्द के लिए,
हम तो बादल है प्यार के किसी और पर बरस जायेंगे|

Kon Kehta Hai Uske Bina Hum Mar Jayenge,
Dariya Hain Sagar Me Utar Jayenge,
Wo Taras Jayenge Pyar Ki Boond K Liye,
Hum To Badal Hain Kisi Or Pe Baras Jayenge.

रात गुमसुम हैं मगर चाँद खामोश नहीं,
कैसे कह दूँ फिर आज मुझे होश नहीं,
ऐसे डूबा तेरी आँखों के गहराई में आज,
हाथ में जाम हैं,मगर पिने का होश नहीं|

Raat gumsum hai magar chand khamosh nahi,
Kaise keh du aaj fir hosh nahi.
Aisa duba teri aakhon ki gehrai main,
Haath mein jaam hai, magar pine ka hosh nahi.

जब भी उनकी गली से गुज़रते है,
मेरी आँखें एक दस्तक दे देती है,
दुःख ये नहीं वो दरवाजा बंद कर देते है,
ख़ुशी ये है की मुझे पहचान लेते है।

Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon,
Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hai,
Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai,
Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pahchan Lete Hai.

जो कोई समझ न सके वो बात हैं हम,
जो ढल के नयी सुबह लाये वो रात हैं हम,
छोड़ देते हैं लोग रिश्ते बनाकर,
जो कभी न छूटे वो साथ हैं हम।

Jo koi samajh na sake wo baat hu Main,
Jo dhal ke nayi subah laye wo raat hu Main,
Chhod dete hai log rishte banakar,
Jo kabhi chhod na jaye wo sath hu Main.

तनहाइयों मे मुस्कुराना इश्क़ है,
एक बात को सब से छुपाना इश्क़ है,
यूँ तो नींद नही आती हमें रात भर,
मगर सोते सोते जागना और जागते जागते सोना इश्क़ है|

Tanhai mein muskurana ishq hai,
Ek baat ko sab se chupana ishq hai,
Yu to neend nahi aati hai raat bhar,
Magar sote sote jaag jana ishq hai..!!

संगमरमर के महल में तेरी ही तस्वीर सजाऊंगा,
मेरे इस दिल में ऐ प्यार तेरे ही ख्वाब सजाऊंगा,
यूँ एक बार आजमा के देख तेरे दिल में बस जाऊंगा,
मैं तो प्यार का हूँ प्यासा जो तेरे आगोश में मर जाऊॅंगा।

Sangmarmar Ke Mahal Mein Teri Tasveer Sajauga,
Mere Is Dil Mein Ae Pyar Tere Hi Khwab Sajaunga,
Yun Ek Baar Aajma Ke Dekh Tere Dil Mein Bas Jaunga,
Main Toh Pyar Ka Pyala Hun Teri Hi Yaad Mein Mar Jaunga.

बेताब तमन्नाओ की कसक रहने दो!
मंजिल को पाने की कसक रहने दो!
आप चाहे रहो नज़रों से दूर!
पर मेरी आँखों में अपनी एक झलक रहने दो!

Betaab tamannaon ki kasak rehne do,
Manzil ko paane ki lalak rehne do,
Aap bhale raho nazron se dur,
Par band nazron me apni pyari si zhalak rahne do.

मोहब्बत एक एहसासों की पावन सी कहानी है,
कभी कबीरा दीवाना था ,कभी मीरा दीवानी है,
यहाँ सब लोग कहते हैं मेरी आँखों में आँसू हैं,
जो तू समझे मोती है जो न समझे तो पानी है|

mohabbat ek ehasaason kee paavan see kahaanee hai,
kabhee kabeera deevaana tha ,kabhee meera deevaanee hai,
yahaan sab log kahate hain meree aankhon mein aansoo hain,
jo too samajhe motee hai jo na samajhe to paanee hai|

कभी कोई अपना अनजान हो जाता है,
कभी किसी अनजान से प्यार हो जाता है,
ये जरुरी नही की जो ख़ुशी दे उसी से प्यार हो,
दिल तोड़ने वालो से भी प्यार हो जाता है|

kabhee koee apana anajaan ho jaata hai,
kabhee kisee anajaan se pyaar ho jaata hai,
ye jaruree nahee kee jo khushee de usee se pyaar ho,
dil todane vaalo se bhee pyaar ho jaata hai|

Anjaan ek saathi ka iss dil ko intejar hai,
Pyasa hain ye aankhen aur dil bekarar hai,
Unke saath mil jaye to har raah aasan ho jayegi,
Shayad issi anokahe ehsaas ka naam Pyaar hai.

Tadap Kar Dekho Kisi Ki Chahat Mein,
Pata Chalega Ke Intzar Kya Hota Hai,
Agar Yunhi Mil Jata Bina Tadpe Koi Kisi Ko,
To Kaise Pata Chalta Ke Pyar Kya Hota Hai..!!

Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya,
Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya,
Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu,
Jab mujhe teri baahon me sahara mil gaya.

Mere wajood mein wafaa ki roshni utaar de,
Fir itna pyar de ke mujhe chahato se maar de,
Bahut udaas hu isliye main tere paas aa gayi,
Kuch aisi baat ker jo dil ko chain-o-qaraar de,
Suna hai teri ek nazar sanwaarti hain zindagi,
Jo ho sake toh aaj meri zindagi sanwar de !!

एक अजनबी से मुझे इतना प्यार क्यों है,
इंकार करने पर चाहत का इकरार क्यों है,
उसे पाना नहीं मेरी तकदीर में शायद,
फिर भी हर मोड़ पर उसी का इन्तज़ार क्यों है!

ek ajanabee se mujhe itana pyaar kyon hai,
inkaar karane par chaahat ka ikaraar kyon hai,
use paana nahin meree takadeer mein shaayad,
phir bhee har mod par usee ka intazaar kyon hai!

Hum iss qadar tum per mar mittenge,
Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhenge
Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad,
Hmare bad hmare pyar ki dastan duniya vale likhege.

Socha aaj fir unse pyar karlu,
Unka aaj fir didar karlu,
par fasle itne hai darmiya,
ye khuda un faslo kaise mai kam karlu.

Itni bedardi se dil ko mere voh tod degi,
Yeh maloom na tha mujhe akela voh chhor degi,
Aey mere masoom dil tu tanhai se pyar kar le,
Bewafa bhi ab wafa ka saath chhor degi.

सपना कभी साकार नहीं होता,
मोहब्बत का कोई आकार नहीं होता,
सब कुछ हो जाता है इस दुनियां में,
मगर दोबारा किसी से प्यार नहीं होता।

Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota
Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota
Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein Magar
Dubara Kisi Se Sacha Pyaar Nahi Hota.

उतना हसीन फिर कोई लम्हा नहीं मिला ।
तेरे बाद कोई भी तुझ सा नहीं मिला।।।
सोचा करूँ में एक दिन खुद से भी गुफ्तगू ।
लेकिन कभी में खुद को भी तन्हा नहीं मिला।

utana haseen phir koee lamha nahin mila .
tere baad koee bhee tujh sa nahin mila...
socha karoon mein ek din khud se bhee guphtagoo .
lekin kabhee mein khud ko bhee tanha nahin mila.

दिल तेरी याद में आहें भरता है!
मिलने को पल पल तड़पता है!
मेरा यह सपना टूट न जाये कहीं!
बस इसी बात से दिल डरता है!

dil teree yaad mein aahen bharata hai!
milane ko pal pal tadapata hai!
mera yah sapana toot na jaaye kaheen!
bas isee baat se dil darata hai!

अंदाज-ऐ-प्यार तुम्हारी एक अदा है..
दूर हो हमसे तुम्हारी खता है..
दिल में बसी है एक प्यारी सी तस्वीर तुम्हारी..
जिस के नीचे ‘आई मिस यू’ लिखा है..

andaaj-ai-pyaar tumhaaree ek ada hai..
door ho hamase tumhaaree khata hai..
dil mein basee hai ek pyaaree see tasveer tumhaaree..
jis ke neeche ‘aaee mis yoo’ likha hai..

उदास हूँ पर तुझसे नाराज़ नहीं,
तेरे दिल में हूँ पर तेरे पास नहीं,
झूठ कहूँ तो सब कुछ है मेरे पास,
और सच कहूँ तो तेरे सिवा कुछ नहीं।

udaas hoon par tujhase naaraaz nahin,
tere dil mein hoon par tere paas nahin,
jhooth kahoon to sab kuchh hai mere paas,
aur sach kahoon to tere siva kuchh nahin।

प्यार कर के कोई जताए ये ज़रूरी तो नहीं,
याद कर के कोई बताये ये ज़रूरी तो नहीं,
रोने वाले तो दिल में ही रो लेते हैं,
किसी की आँख में आसूं आये ये ज़रूरी तो नहीं.

pyaar kar ke koee jatae ye zarooree to nahin,
yaad kar ke koee bataaye ye zarooree to nahin,
rone vaale to dil mein hee ro lete hain,
kisee kee aankh mein aasoon aaye ye zarooree to nahin..

वो रोए तो बहुत.. पर मुहं मोड़कर रोए..
कोई तो मजबूरी होगी.. जो दिल तोड़कर रोए..
मेरे सामने कर दिए मेरी तस्वीर के टुकडे़..
पता चला मेरे पीछे वो उन्हें जोड़कर रोए..

vo roe to bahut.. par muhan modakar roe..
koee to majabooree hogee.. jo dil todakar roe..
mere saamane kar die meree tasveer ke tukade..
pata chala mere peechhe vo unhen jodakar roe..

कभी संभले तो कभी बिखरते नजर आये हम ,
जिंदगी के हर मोड़ पर खुद में सिमटते आये हम !
यूँ तो जमाना कभी खरीद नहीं सकता हमें ,
मगर प्यार के दो लफ्जो में सदा बिकते आये हम!

kabhee sambhale to kabhee bikharate najar aaye ham ,
jindagee ke har mod par khud mein simatate aaye ham !
yoon to jamaana kabhee khareed nahin sakata hamen ,
magar pyaar ke do laphjo mein sada bikate aaye ham!

काश कोई हम पर भी इतना प्यार जताती,
पीछे से आकर वो हमारी आँखो को छुपाती,
हम पुछ्ते की कौन हो तुम..??
और वो हस कर खुदको हमारी जान बताती.

Kaash Koi Hum Par Bhi Itna Pyaar Jatata..
Piche Se Aakar Wo Hamari Ankho Ko Chupata..
Hum Puchte Ki Kaun Ho Tum..
Wo Hans Kar Khud Ko Hamari Jaan Batata..!!

हर मुलाकात पर वक्त का तकाज़ा हुआ..
हर याद पे दिल का दर्द ताजा हुआ..
सुनी थी सिर्फ हमने गज़लों मे जुदाई की बातें..
अब खुद पे बीती तो हकीकत का अंदाजा हुआ..!!

Har mulakat par waqt ka takaza hua,
Jab jab use dekha dil ka dard taza hua,
Suni thi sirf gazal mein judai ki bate,
Ab khud par biti to haqiqat ka andza hua.

सिर्फ इशारों में होती महोब्बत अगर,
इन अलफाजों को खुबसूरती कौन देता?
बस पत्थर बन के रह जाता ‘ताज महल’
अगर इश्क इसे अपनी पहचान ना देता.

Sirf Isharon Mein Hoti Mohabbat Agar,
In Lafazon Ko Khoobsurati Kaun Deta?
Bas Pathar Ban Ke Rah Jaata ‘Taj Mahal’,
Agar Ishq Isse Apni Pehchan Na Deta.

निकला करो इधर से भी होकर कभी कभी;
आया करो हमारे भी घर पर कभी कभी;
माना कि रूठ जाना यूँ आदत है आप की;
लगते मगर हैं अच्छे आपके ये तेवर कभी कभी।

nikala karo idhar se bhee hokar kabhee kabhee;
aaya karo hamaare bhee ghar par kabhee kabhee;
maana ki rooth jaana yoon aadat hai aap kee;
lagate magar hain achchhe aapake ye tevar kabhee kabhee.

Hakikat kaho to unhe khwaab lgta hai,
Shikayat karo to unhe mazaak lgta hai,
Kitni shiddat se yaad karte hai unhe hum,
Aur ek wo hai ki unhe ye sab itefaak lagta.

Tujhse Ru-b-Ru Hokar Baatein Karu,
Nigahein Milakar Wafa Ke Vaade Karu,
Thaam Kar Tera Hath Baith Jaun Tere Samne,
Teri Haseen Surat Ke Nazare Karu.

Nazarein Mile To Pyaar Ho Jata Hai,
Palkein Uthe To Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jaane Kya Kasish Hai Chahat Mein,
Ki Koi Anjaan Bhi Hamari Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai.

Zindagi Nu Pyaar Assi Tere To Jyada Nahi Karde,
Kise Hor Te Aitbar Assi Tere To Jyada Nahi Karde,
Tu Jee Sake Mere Bin Eh Ta Changi Gall Hai Sajjna,
Par Assi Jee Lavange Tere Bin Eh Vaada Nahi Karde.

Chaand Ko Sitaron Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai,
Phoolon Ko Baharon Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai,
Milo Jo Kabhi Kisi Mehfil Mein To Nazarein Jhuka Lena,
Koi Samjh Hi Na Paaye Ki Mujhe Tum Se Mohabbat Hai.

Phool Hun Main Meri Khusbu Tum Ho,
Dil Hun Main Meri Dhadkan Tum Ho,
Jaan Hun Main Aur Meri Rooh Tum Ho,
Jism Hun Main Aur Meri Zindagi Tum Ho.

Chaand Sa Yeh Chehra Dekhne Ke Izazat De Do,
Mujhe Ye Shaam Sajane Ki Izazat De Do,
Mujhe Qaid Kar Lo Apne Ishq Mein Ya Fir,
Mujhe Ishq Karne Ki Izazat De Do.

Tumne Dekha To Humein Pyaar Se Bas Itna Hi Sahi,
Tera Bas Ho Gaya Deedar Bas Itna Hi Sahi,
Tera Aashiq Hun Tumne Humein Chaha Na Sahi,
Kabhi Mujhko Pehchaan Liya Bas Itna Hi Sahi.

Kash Koi Mile Is Tarah Ke Phir Judaa Na Ho,
Wo Samjhe Mere Mizaz Ko Aur Kabhi Khafa Na Ho,
Apne Ehsaas Se Baant Le Saari Tanhayi Meri,
Itna Pyaar De Jo Pehle Kabhi Kisi Ne Diya Na Ho.

Sirf Itna Hi Kaha Hai, Pyaar Hai Tumse,
Jazbaton Ki Koi Numaish Nahi Ki,
Pyaar Ke Badle Sirf Pyaar Manga Hai,
Rishte Ki To Koi Guzarish Nahi Ki.

Tumhari Khamoshi Hamari Aadat Hai,
In Dooriyon Mein Bhi Hamari Chahat Hai,
Hamari Zindagi Agar Khoobsurat Hai,
To Uski Wajah Bhi Aapki Muskurahat Hai.


No comments:

Post a Comment