Tuesday, January 2, 2018

Latest New Sad Shayaris


Kabhi koi apna anjan ho Jata hai
kabhi kisi anjan se pyar ho Jata hai
Ye Jaruri nahi ki Jo khushi de usi se pyar ho
Dil todne walo pe bi DIL Nisar ho jata hai..
Ek Zara Si Bhool Khata Ban Gayi,
Meri Wafa Hi Meri Saza Ban Gayi,
Dil Liya Aur Khel Kar Tod Diya Usne,
Hamari Jaan Gayi Aur Unki Ada Ban Gayi.
एक ज़रा सी भूल खता बन गयी,
मेरी वफ़ा ही मेरी सजा बन गयी,
दिल लिया और खेल कर तोड़ दिया उसने,
हमारी जान गयी और उनकी अदा बन गयी.
Hum to tere dil ki mahfil sajane aye the,
Teri kasam tujhy apna banany aye the.
Kis baat ki sazaa di tu ne ham ko,
Bewafa hum to tere dard ko apnane aye the…
Mat Kar Itni Muhobbat Aey Dil..
Pyar Ka Dard Seh Na Payega..
Toot Jayega Kisi Din Apno Ke Haathon Se..
Kisne Toda Yeh Bhi Kisi Se Keh Na Payega..!!
Apni bebasi par aaj rona sa aaya
Doosron ko nahi maine apno ko azmaaya
Har dost ki tanhaayi door ki
Lekin khud ko har morh par tanha hi paya..!
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota
Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota
Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein Magar
Dubara Kisi Se Sacha Pyaar Nahi Hota. 💔
सपना कभी साकार नहीं होता,
मोहब्बत का कोई आकार नहीं होता,
सब कुछ हो जाता है इस दुनियां में,
मगर दोबारा किसी से प्यार नहीं होता।. 💔
Aapki nashili yaadon mein dubkar
humne ishq ki gehrai ko samjha,
Aap toh de rahe the dhokha aur
humne jaanke bhi kabhi aapko bewafa na samjha! 💘
आपकी नशीली यादों में डूबकर,
हमने इश्क की गहराई को समझा,
आप तो दे रहे थे धोखा और,
हमने जानकर भी कभी आपको बेवफा न समझा। 💘
मत ज़िकर कीजिये मेरी अदा के बारे में,
मैं बहुत कुछ जानता हूँ वफ़ा के बारे में,
सुना है वो भी मोहब्बत का शोक़ रखते हैं,
जो जानते ही नहीं वफ़ा के बारे में। 💔
हमनें अपनी साँसों पर उनका नाम लिख लिया,
नहीं जानते थे कि हमनें कुछ गलत किया,
वो प्यार का वादा करके हमसे मुकर गए,
ख़ैर उनकी बेवाफाई से हमनें कुछ तो सबक लिया!
Kya Batau Mera Haal Hai Kaisa,
Ek Din Guzarta Hai Ek Saal Jaisa,
Tadapta Hu Iss Kadar Bewafayi Mein Uski,
Yeh Tan Baanta Ja Raha Hai Kankal Jaisa. 💔
क्या बताऊँ मेरा हाल कैसा है,
एक दिन गुज़रता है एक साल जैसा है,
तड़पता हूँ इस कदर बेवफाई में उसकी,
ये तन बनता जा रहा कंकाल जैसा है। 💔
Ulfat mein aksar aisa hota hai,
ankhein hasti hai aur dil rota hai,
mante hai hum jinhe manzil
apni humsafar unka koi aur hota hai. 💔
उल्फत में अक्सर ऐसा होता है,
आँखे हंसती हैं और दिल रोता है,
मानते हो तुम जिसे मंजिल अपनी,
हमसफर उनका कोई और होता है!
उसकी बातों को बार बार याद करके रोये,
उसके लिये दर पे फरियाद करके रोये,
उसकी खुशी के लिये उसको छोड दिया फिर,
उसे किसी ओर के साथ आबाद करके रोये. 💔
Rait bhari hai ankho me aansu se tum dho lena
Koi sukha ped mile toh usse lipat kar ro lena,
Kuch to rait ki pyas bujhao, janam-2 ki pyasi hai.
Sahil k dhalne se phele apne paau bhigo lena,
Mene dariya se sikhi hain pani ki pardadari,
Upar upar hanste rehna gehrayi mein ro dena.
उदास हूँ पर तुझसे नाराज़ नहीं,
तेरे दिल में हूँ पर तेरे पास नहीं,
झूठ कहूँ तो सब कुछ है मेरे पास,
और सच कहूँ तो तेरे सिवा कुछ नहीं।
मत सताओ हमे हम सताए हुए है,
अकेला रहने का ग़म उठाये हुए है,
खिलौना समज के ना खेलो हम से,
हम भी उसी खुदा के बनाये हुए है…।।
Hamain Na Muhabbat Mili Na PyaR Mila,
Humko Jo Bhi Mila BeWafa YaaR Mila,
Apni To Ban Gaye Tamasha Zindagi Ka,
Har Koi Apne Maqsad ka TalabGar Mila.
हमें न मोहब्बत मिली न प्यार मिला,
हम को जो भी मिला बेवफा यार मिला,
अपनी तो बन गई तमाशा ज़िन्दगी,
हर कोई अपने मकसद का तलबगार मिला!
Wo Raat Dard Aur Sitam Ki Raat Hogi
Jis Raat Rukhsat UnKi Baraat Hogi,
Uth Jaate Hain Yeh Soch Kar Neend Se
Ki Kisi Gair K Bahon Me Hmari Sari Kaynaat Hogi.
वो रात दर्द और सितम की रात होगी,
जिस रात रुखसत उनकी बारात होगी,
उठ जाता हूँ मैं ये सोचकर नींद से अक्सर,
कि एक गैर की बाहों में मेरी सारी कायनात होगी।
वो रोए तो बहुत.. पर मुहं मोड़कर रोए..
कोई तो मजबूरी होगी.. जो दिल तोड़कर रोए..
मेरे सामने कर दिए मेरी तस्वीर के टुकडे़..
पता चला मेरे पीछे वो उन्हें जोड़कर रोए..
कभी संभले तो कभी बिखरते नजर आये हम ,
जिंदगी के हर मोड़ पर खुद में सिमटते आये हम !
यूँ तो जमाना कभी खरीद नहीं सकता हमें ,
मगर प्यार के दो लफ्जो में सदा बिकते आये हम!
Udas na baitho fiza tang karegi,
Gujre hue lamho ki sazaa tang karegi,
Kisi ko na lao dil ke itna karib,
Kyunki uske jane ke baad uski har adaa tang karegi.

Mehfil kabhi Udas nahi hoti,
Pyar ki manzil itni pass nahi hoti,
Hota hai kabhi kabhi aisa bhi zindagi main,
Mil jate hai wo bhi jinki kabhi talash nahi hoti.

Udas Hai Dil aur Ankho Me Nami Hai,
Jaise Rutha Hai Asman aur Khamosh Ye Zami Hai,
Yad Na Karne Ki Koi To Waja Batao,
Naraz Ho ya Waqt Ki Kami Hai.

Udasiyo ki wajah to bahut h jindagi me
Par bewajah khush rehne ka maja hi kuch aur hai. B Happy.

Thode se dil ko Udas kar liya karo,
Dost se dur hone ehsas kar liya karo,
Hamesa ham hi yaad karte hai,
Khabhi aap bhi yaad kar liya karo !!

Udas tujhe dekhne se phele ye ankhe na rahe..
kafa ho tu mujhse to ye sanse na rahe..
agr gum hi du tujhe to teri zindgi mai..
hum kya humari yadein bhi na rahe..

Udas Ankhon Mein Sabar Dekha Hai
Pehli Bar Use Itna Khush Aur Beqarar Dekha Hai
Jise Khabar Na Hoti Thi Mere Aane Jane Ki
Uski Ankhon Mein Ab Intezar Dekha Hai

Mat phenk pani me pathhar,
Usey bhi koi peeta hai,
Mat raho yoon Udas zindagi main,
Tumhe dekh ker bhi koi jeeta hai..

Phool khil kar bhi Udas hai
Samundar ko aaj pani ki pyas hai
Thoda sa muskura do aap
Hame aaj duniya ki sabse ‘Khubsurat’ Hasi ki talash hai..

Aap ke hontho pe sada khilte gulab rahe
Khuda na kare aap kabhi Udas rahe,
Hum aap ke paas chahe rahe na rahe,
Ap jine chahte wo humesha apke paas rahe
Mohabbat Hai Ki Nafrat Hai,
Koi Itna Toh Samjhaye,
Kabhi Main Dil Se Larti Hun,
Kabhi Dil Mujh Se Larta Hai.

Teri Nafrat Ma Wo Dam Nahi,
Jo Meri Chahat Ko Mita De Aye Sanam,
Ye Mohabbat Hai Koi Khel Nahi,
Jo Aaj Hans Ke Khela Aur Kal RoKe Bhula Dein.

Agar itni hi nafrat hai humse toh,
Dil se kuch aisi Dua kro,
Ki aaj hi tumhari Dua bhi puri ho jaye,
Aur hamari zindagi bhi.

Jab Aap Kisi Se Rooth Kar Nafrat Se Baat Karo,
Aur fir bhi Wo Uska Jawab Mohabbat Se de,
To Samajh Jaana Ki Wo Aapko Khud Se Zyada Pyar Karta Hai.

Ek Nafrat hi hai jisey,
Duniya chand Lamho mein jaan Leti hai,
Warna, Chahat ka yakin..
Dilane mein to Zindagi Beet jaati hai.

Nafrat b pyar ki buniyad hoti hai.
Mulaqaat se achi kissi ki yaad hoti hai.
Rishto me faslo ka wajud nahi hota.
Kyuki Dil ki duniya to khayalo se abaad hoti hai.

Mujh Se NAFRAT Ki Ajab Raah Nikali Us Ne,
Hasta Basta Dil Kar Diya Khali Us Ne,
Meray Ghar Ki Riwayat Se Woh Khoob Waqif Tha,
JUDAI Mang Li Ban Ke SAWALI Us Ne!

Wo inkaar karte hain ikraar ke liye,
Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,
Ulti chaal chalte hain ye ishq karne wale,
Ankhein band karte hain deedar ke liye.

Ye Mat Kahna Ki Teri Yaad Se Rishta Nahi Rakha,
Mai Khud Tanha Raha Dil Ko Magar Tanha Nahi Rakha,
Tumhari Chahton Ke Phool To Mehfooz Rakhe Hai,
Tumhari Nafrato Ki Peedh Ko Zinda Nahi Rakha.

Mohabbat Hai Ki Nafrat Hai,
Koi Itna Toh Samjhaye,
Kabhi Main Dil Se Larti Hun,
Kabhi Dil Mujh Se Larta Hai.

Teri Nafrat Ma Wo Dam Nahi,
Jo Meri Chahat Ko Mita De Aye Sanam,
Ye Mohabbat Hai Koi Khel Nahi,
Jo Aaj Hans Ke Khela Aur Kal RoKe Bhula Dein.

Agar itni hi Nafrat hai humse toh,
Dil se kuch aisi Dua kro,
Ki aaj hi tumhari Dua bhi puri ho jaye,
Aur hamari zindagi bhi.

Jab Aap Kisi Se Rooth Kar Nafrat Se Baat Karo,
Aur fir bhi Wo Uska Jawab Mohabbat Se de,
To Samajh Jaana Ki Wo Aapko Khud Se Zyada Pyar Karta Hai.

Ek Nafrat hi hai jisey,
Duniya chand Lamho mein jaan Leti hai.. Warna.
Chahat ka yakin Dilane mein to Zindagi Beet jaati hai.

Nafrat b pyar ki buniyad hoti hai.
Mulaqaat se achi kissi ki yaad hoti hai.
Rishto me faslo ka wajud nahi hota.
Kyuki Dil ki duniya to khayalo se abaad hoti hai.

Humse Nafrat Karo Ya Mohabbat,
Dono Hamare Haq Me Behtar Hai,
Kyun Ki Agar Tum Nafrat Karoge To Hum,
Tumare Dimag Me Bas Jaynge,
Agar Mohabbat Karoge to Dil Main.

Na Jaane Kis Shaks Ka Intezaar Hume Aaj Bhi Hai,
Sukoon To Bahot Hai Pr Dil Bekarar Aaj Bhi Hai,
Tumne Hume Nafraton Ke Siva Kuch Nahi Diya Lekin,
Hume Tumhari Nafraton Se Pyar Aaj Bhi Hai.

Wo inkaar karte hain ikraar ke liye,
Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,
Ulti chaal chalte hain ye ishq karne wale,
Ankhein band karte hain deedar ke liye.

Chand lamhon ki zindagani hai,
nafraton se jiya nahi karte,
lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi,
dost to aab yaad kiya nahi karte.
Nazar aur Naseeb Ke Milne Ka
Ittifaq Kuchh aisa He,
Ki Nazar Ko Pasand Hamesha wahi chiz aati He Jo,
Naseeb Me Nahi Hoti..

Ik Umer Ki Judai Mera Naseeb Kr Ke,
Woh To Chala Gya He Baatein Ajeeb Kr Ke,
Tarz-E-Wafa Ko Uski Kya Naam Un Me Ab,
Khud Door Ho Gya He Mujh Ko Qareeb Kr Ke

Nazar aur Naseeb ke Milne ka ittefaq kuch Aisa hai,
Ki nazar ko aksar wahi cheez pasand aati hai jo Naseeb main nahi hoti..!!

Naseeb mera kyu mujse khafa ho jata hai,
Apna jisko b mano bewafa ho jata hai,
Kyu na ho shikayat meri nazaro ko raat se,
Khwaab pura hota nahi or sawera ho jata hai.. 🙁

Naseeb mera kyu mujhse khafa ho jata hai,
Apna jisko b mano bewafa ho jata hai,
Kyu na ho shikayat meri nazaro ko raat se,
Khwab pura hota nahi or sawera ho jata hai..!

Mujh sa badnaseeb kon hoga ..
Mery khandhey pe sir rakh kar wo roya bhi to kisi or ke liye!

Mujhe tujhse koi shikwa ya shikayat nahi,
Shayad mere Naseeb me teri chahat nahi,
Meri takdir likh kar Khuda bhi muqar gaya,
Maine pucha to bola ye meri likhawat nahi.

Boond Se Moti Maang Lenge,
Chand Se Chandni Mang Lenge,
Agar Teri Dosti Naseeb Huyi A Dost,
To Khuda Se Ek Aur Zindagi Mang Lenge.

Zaroori nahi ki jeene ka koi sahara ho,
Zaroori nahi ki jiske hum ho woh bhi humara ho,
Kuch kashtiyan doob jaya karti hai,
Zaroori nahi ke har kashti ke Naseeb mein kinara ho.

Dil ameer tha muqadar gareeb tha..
Mill kar becharna humara Naseeb tha..
Hum chah kar bhi kuch kar na sakey..
Ghar bhi jalta raha aur samundar bhi qareeb tha.
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,
har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
karte bayan to mehfil ko rula dete.
कहाँ कोई ऐसा मिला जिस पर हम दुनिया लुटा देते,
हर एक ने धोखा दिया, किस-किस को भुला देते,
अपने दिल का ज़ख्म दिल में ही दबाये रखा,
बयां करते तो महफ़िल को रुला देते।
Dukh De Kar Sawaal Karte ho,
Tum Bhi GHAALiB ! Kamaal Karte ho..
Daikh Kar Pooch Liyaa haal meraa,
Chalo Kuch tou Khayaal Karte ho..
Shehar-e-Dil may Ye Udaasiyaan Kaisi
Ye Bhe mujh say Sawaal Karte ho
Marnaa Chaahain tou mar nahe Sakte,
tum Bhe Jeenaa muhaal Karte ho..
Ab Kiss Kiss Ki misaal Doon tum Ko
her Sitam Bay-misaal Karte ho
दुःख देकर सवाल करते हो;
तुम भी जानम! कमाल करते हो;
देख कर पूछ लिया हाल मेरा;
चलो कुछ तो ख्याल करते हो;
शहर-ए दिल में ये उदासियाँ कैसी;
ये भी मुझसे सवाल करते हो;
मरना चाहें तो मर नहीं सकते;
तुम भी जीना मुहाल करते हो;
अब किस-किस की मिसाल दूँ तुम को;
हर सितम बे-मिसाल करते हो।
Woh karte hai baat ishq ki,
Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi,
Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko,
Par usse pana sab ke bas ka baat nahi.
वो करते हैं बात इश्क़ की,
पर इश्क़ के दर्द का उन्हें एहसास नहीं,
इश्क़ वो चाँद है जो दिखता तो है सबको,
पर उसे पाना सब के बस की बात नही..!
Har mulakat par waqt ka takaza hua,
Jab jab use dekha dil ka dard taza hua,
Suni thi sirf ghazal mein judai ki bate,
Ab khud par biti to haqiqat ka andza hua.
हर मुलाकात पर वक्त का तकाज़ा हुआ..
हर याद पे दिल का दर्द ताजा हुआ..
सुनी थी सिर्फ हमने गज़लों मे जुदाई की बातें..
अब खुद पे बीती तो हकीकत का अंदाजा हुआ..!!
Dukh Dete Ho Aur Khud Hi Sawal Karte Ho,
Tum Bhi O Sanam Kamaal Karte Ho,
Dekh Kar Puch Liya Hai HaaL Mera,
Chalo Shukr Hai Kuch To Khyaal Karte Ho.

Dukh-sukh ki dhoop-chaanv se aage nikal gaye,
Hum khwaishon ke gaavn se aage nikal gaye,
Toofaan samajhta tha ke hum doob jaaenge,
Aandhi mein hum hawaaon se aage nikal gaye.

Dukh me khushi ki wajah banti hai mohabbat,
dard me yado ki wajah banti hai mohabbat,
Jab kuch bhi acha nhi lagta duniya me,
Tab jeene ki wajah banti hai mohabbat.

Is Kadar Dil Ko Dukhana Achha Nahi Hota,
Har Kisi Se Yun Dil Ko Lagana Achha Nahi Hota,
Kuchh Riste Hote Hain Aise Jinme Behtar Hai Dooriyan,
Itna Bhi Kisi Ke Paas Jana Achha Nahi Hota.

Kyo yaad aati ho dil dukhane ke baad,
Kyo dur jati ho pass aane ke baad,
Humne to bahut chaha hai dil se tumko,
Fir kyu aansu de jati ho yaad aane ke baad.

Dukh Kam Nahi Hota Muskurane Se,
Aansu DiL Pe Hi Girte Hai Chupane Se,
Wo Aur Honge Jinhe Manjil Mil Gayi Hogi,
Hamein To Sirf Badnami MiLi Hai Is Zamane Se,
Mai kyo Teri Be’wafai ka Charcha karu,
Gham To kam Nahi Hota Dikhane Se,
Hum Bhi Bhula Denge Biti Hui Baato’n ko.

Toote Jo dil to Dukh hota hai,
Karke pyar use dil ab bhi rota hai,
‘DARD’ ka ehsas hota hai sirf usko,
Jo Muhabbat ko paane ke baad khota hai.

Tere Her Dukh Ko Apna Bana Lu,
Tere Har Ghum Ko Dil Se Laga Lu,
Mujhe Karni Aati Nahi Chori Warna,
Mai tere Aankho Se Har Aansu Chura Lu.

Toota ho dil to Dukh hota hai,
Karke mohabbat kisi se ye dil rota hai,
Dard ka ehsaas to tab hota hai jab..
Kisi se mohabbat ho aur uske dil mein koi aur hota hai.
Apni bebasi par aaj fir mujhe rona sa aaya,
Dusro ko nahi mene toh apno ko ajmaya,
Maine har ek dost ki tanhayi door ki,
Fir b khud ko har mode par tanha hi paya.

Bebas Hai Dil Beraham Hain Niganein,
Marne Se Pahle Thaam Lena Meri Baahein,
Fir Maalum Nahi Manzil Mile Na Mile,
Sambhal Kar Chalna Kanton Bhari Hain Raahein.

Ankho me Aansu,
Chehre par hansi hai,
Saanso me aahein,
Dil me bebasi hai,
Pehle kyun nahi bataya ki,
Darwaje mein ungli fansi hai.

Iss Dil Ne Ab Pyar Karna Chod Diya,
Jis Din Se Tumne Ye Dil Tod Diya,
Ab To Ro Bhi Nahi Sakte Apni bebasi Pe ,
Iss Liye In Aankhon Ne Ab Rona Bhi Chod Diya !!!

Jo Kahin Na Mile Wo Khushi Chahiye,
Dard Kaisa Bhi Ho Bandagi Chahiye,
Mujhko Duniya Ki Ab Koi Khuwahish Nahi,
Aakhrat Ki Mujhe Zindagi Chahiye,
Tere He Aage Haath Phelaon,
Ab Aesi Allah Mujhe bebasi Chahiye,
Tu Ho Jaye Raazi Sanwar Jaun Main,
Mere Malik Aagahi Chahiye,
Main Jhukun Or Jhukun Bus Jhuka He Rahun,
Ibbadat Me Bus Ye Aajizi Chahiye,
Main Bhatak Jaun To Aasra De Mujhe,
Aesi Allah Mujhe Rehbari Chahiye.

Ankho me aansu,
Chehre par hansi hai,
Saanso me aahein,
Dil me bebasi hai,
Pehle kyun nahi bataya ki,
Darwaje mein ungli fansi hai.

Kaun Kehta Hai Ishq Me Bas Ikraar Hota Hai
Kaun Kehta Hai Ishq Me Bas Inkaar Hota Hai,
Tanhai Ko Tum bebasi Ka Naam Na Do,
Kyunki Ishq Ka Doosra Naam Hi Intezaar Hota Hai.

Hum Kaise Bataaye Ab Aapko Apni bebasi,
Kyu Aapko Apne Dil Mein Basa Nahi Sakte,
Kyonki Jiski Yaadon Ke Sahaare Hum Zinda Hain,
Unki Yaadon Ko Hum Kabhi Bhula Nahi Sakte.

Ye Zindagi Bhi Kitna Tadpati Hai,
Kabi Dil Ko Sehlati Hai Kabi Jalati Hai,
Kabhi Jeet Dilati Hai Kabi Haar Me Bebas Banati Hai,
Kabi Tufaan Me Kashti Paar Lagati Hai Kabi Dubati Hai.
Saza Na Do Muje Bekasur Hoon Main,
Tham Lo Mujh Ko Gamon Se Choor Hoon Main,
Teri Doori Ne Kar Diya Pagal Sa Mujhe,
Aur Logon Ka Kehna Hain Ke Magroor Hoon Main.

Sare Riste Toot Ke Chur Chur Ho Gaye,
Wo Dhire Dhire Humse Dur Ho Gaye,
Meri Khamosi Meri Gunah Ban Gayi,
Aur
Wo Gunah Karke B Bekasur Ho Gaye.

Wo Mera Hai To Wo Mujhse Door Kyun Hain?
Door Rehkar Jeene Ko Hum Majboor Kyun Hain?
Gunah(Pyar)Hum Dono Ne Kiya Tha Ek Jaisa,
To Mera Kasoor Kyun Hai Aur Wo Bekasur Kyun Hai..

Saza Na Do Muje Bekasur Hoon Main,
Tham Lo Mujh Ko Gamon Se Choor Hoon Main,
Teri Doori Ne Kar Dya Pagal Sa Mujhe,
Aur Logon Ka Kehna Hain Ke Magroor Hoon Main!!

yahi to gunaah tha mera ki main Bekasur tha
na chahte huye unse bahut door tha
chahat thi bas unko paane ki
magar kya karta duniya ko ye namanjoor tha

Hamne Jab is zindgi ko samjha tab hum is zindgi se dur the
Hum ne Marna bhi chaha par un ke liye.. jine ko majbur the
Hum ne Har saza has ker kabul ki.. sar jhuka kar un ke liye
Bas Kasur itna tha hamara ki Bekasur the hum.

Kabhi pass aa gaye,
kabhi dur ho gaye,
unhone ek baar bhi mudkar na dekha hume,
par hum unke liye bewafa zarur ho gaye,
kya galti hui humse hum puchte rahe,
aur woh kehte rahe hum majhbur ho gaye,
hum mangte rahe dua unki khushiyon ki,
woh hume chodh kisi aur ki ankho ke noor ho gaye,
woh sochte rahe k khush hai hum,
par hum tut kar andar tak chakna chur ho gaye,
mujhe pyar karne ki mili itni badi saza
aur woh hume maarkar bhi Bekasur ho gaye..
Ab Bas Hum BEWAFA Aur Woh Bekasur Ho Gaye…
Raat Ki Tanhai Mein Akele The Hum,
Dard Ki Mehfilon Mein Ro Rahe The Hum,
Aap Hamare Bhale Hi Kuch Nahi Lagte,
Par Fir Bhi Aapke Bina Bilkul Adhoore Hain Hum.

Akele Chalte Chalte Yahan Thak Chuke Hain Hum,
Ab Humko Bhi Kisi Ka Sahara Chahiye,
Aur Ghamon Ka Bojh Hum Utha Nahi Sakte,
Ab Ghamon Ke Sagar Ka Kinara Chahiye.

Muddat se Akele the hum,
ek zamane ke baad kisi ka milna achha laga..
Sagar se gehri lagi apki dosti,
tairna aata tha par doob jana achha laga..

Zindagi Ke Zehar Ko Yu Has Ke Pi Rahe Hai,
Tere Pyar Bina Yu Hi Zindagi Jee Rahe Hai,
Akelepan Se Ab Darr Nahi Lagta Hame,
Tere Jaane Ke Baad Yu Hi Akele Jee Rahe Hai !!!

Zindagi Ki Raahon Par Kabhi Yu Bhi Hota Hai,
Insaan Khud Ro Padta Hai Akele Mein,
Kisi Ko Hausla Dene Ke Baad..!!

Hum wo teer hai Jo Himalaya ko cheer kar,
Apna Rasta badal sakte hai,
Koi Saath hamara de Ya na,
Hum Akele hi duniya hila skate hai.

Paas aakar sabhi door chaley jate hain,
Akeley they hum, Akeley hi reh jate hai,
Hum apney Dil ka dard kisey dikhaye,
Marhum lagane wale hi zakhm de jate hai.

Na jeene ki khushi na marne ka gham,
Unse milne ki dua bhi nahin karte hum,
Jeete hain isliye ke shayad woh ek din aayenge,
Marte isliye nahin ki wo Akele reh jaayenge.

Woh Jamana Gujar Gaya Kab Ka,
Tha Jo Deevana Mar Gaya Kab Ka,
Dhundhta Tha Jo Ek Nayi Duniya,
Lotke Apne Ghar Gaya Kab Ka,
Woh Jo Laya Tha Humko Dariya Tak,
Par Akele Utar Gaya Kab Ka,
Uska Jo Haal Hai Wohi Jaane,
Apna Toh Jakham Bhar Gaya Kab Ka,
Khwab Dar Khwab Tha Jo Tana Bana,
Ab Kahan Hai Bikhar Gaya Kab Ka.

Yahi Talak Tha Saath
Hamara Aur Tumhara Sanam,
Aaj Fir Ek Baar
Akele Pad Gayein Hain Hum,
Khud Hi Aakar Let Gaye Hain
Hum Apni Kabar Mein,
Kyuki Apni Zindagi Se
Aaj Dar Gaye Hain Hum.
Agar Wo Khush Hai Dekh Kar Aansu Meri Aankhon Mein,
To Rab Ki Kasam Hum Muskurana Chhod Denge,
Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko,
Lekin Us Ki Taraf Nazrein Uthana Chhod Denge.

Aansu hai ankho mein par beh nahi sakte,
Duniawalo se darte hain islie kuch keh nahi sakte,
Par ye to aap bhi samajhte honge ki,
Hum aapke bina reh nahi sakte.

Jo Aansu dil me girte hai wo ankho me nahi rehte,
Bahut se harf aise hain jo lafzo mein nahi rehte,
Kitabo mein likhe jate hai duniya bhar ke afsane,
Magar jin mein hakikat ho kitabo me nahi rehte.

Ankho me Aansu,
Chehre par hansi hai,
Saanso me aahein,
Dil me bebasi hai,
Pehle kyun nahi bataya ki,
Darwaje mein ungli fansi hai.

Aaj Socha Toh Aansu Bhar Aaye,
Mudatein Ho Gayi Muskuraye,
Har Kadam Par Udhar Mud Ke Dekha
Unki Mahfil Se Hum Uthh Toh Aaye,
Dil Ki Naajuk Ragein Tootati Hain
Yaad Itna Bhi Koi Na Aaye,
Rah Gayi Zindagi Dard Ban Ke
Dard Dil Mein Chhupaye Chhupaye.

Raaton Ko Aansu Bahate Hain,
Din Mein Aahein Bharte Hain,
Kya Kahun Eh Sanam Hum,
Tere Bina Kaise Tanha Rahte Hain.

Aaj Tum Pe Aansuo Ki Barsat Hogi,
Fir Wahi Kadkti Kali Raat Hogi,
SMS Na Kar Ke Tune Dil Dukhaya Hai Mera,
Ja Tere Badan Mein Khujli Sari Raati Hogi.

Jo na hoti mohabbat ye Aansu na hote,
Dil bhi na khota aaj tanha na rota,
Diwano si apni ye halat na hoti,
Agar jahan mein kambakhat,
Kaash ye mohabbat na hoti

Nikalte hain jab tumhare Aansu,
Dil karta hai saari duniya jalla du,
Phir sochti hu ,
Honge tumhare bhi apne kahi,
Tumhe phir se rula na du.
Wasta Nahi Rakhna to..
phir mujh pe.. nazar kyu rakhta hai.
main kis haal me jinda hu..
tu ye sab kahabr kyu rakhta hai
वास्ता नही रखना तो..
फिर मुझपे.. नजर क्यूं रखता है?
मैं किस हाल में जिंदा हूँ…
तू ये सब.. खबर क्यूं रखता है..!!
Wo keh gaye mera intezar mat krna,
Me kahu to bhi mera aitabar mat krna,
Ye bhi kaha unhe pyar nahi mujhse,
Aur ye bhi keh gye kisi Aur se pyar mat karna.
Kuchh Kadam Hum Chale,
Kuchh Kadam Tum Chale,
Farq Sirf Itna Raha,
Hum Chale To Faasla Ghat-Ta Gaya,
Aur Tum Chale To Faasla Badhta Gaya.
Aaj ek dheemi si aahat hai is dil mein..
Shayad koi adhuri si chahat hai is dil mein..
Kya karun main kahan jaaun..
Badi khalbali si hai aaj is dil mein..
Koi apna hota toh bin kahe he samjh leta,
Ab kis ko btaun ke kya hain is dil mein..??
Bhule bethe hai wo log bhi jine apna samjhta hoon
Kbhi mile to dil cheer ke dikhau ke kya hai is dil me?
Woh ruthte rahe hum manate rahe,
Unki raahon me palkein bichate rahe,
Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,
Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe.
Khuli Jo Aankh To Wo Tha Na Wo Zamanaa Tha,
Dehakati Aag Thi Tanhayi Thi Fasanaa Tha,
Ye Kya Ki Chand Hi Kadmon Pe Thak Ke Baith Gaye,
Tumhein To Saath Mera Door Tak Nibhanaa Tha.
इतनी बदसलूकी ना कर ऐ जिदंगी,
हम कौन सा यहाँ बार बार आने वाले है,
सुना है जिदंगी इम्तहान लेती है,
यहाँ तो इम्तहानों ने जिदंगी ले रखी है|
आँखों से आंसू भी न निकले और नमी भी है…
उनकी याद भी साथ है और तन्हाई भी है…
सांस तो साथ है मगर जिन्दगी नहीं…
हर सांस मे तू रहती भी है और तेरी कमी भी है…
Kahan Se Layein Hunar Use Manane Ka,
Koi Jawab Nahi Tha Uske Rooth Ke Chale Jane Ka,
Milni Thi Mujhe Hi Saza Is Mohabbat Mein,
Kyon Ki Juram Maine Hi Kiya Tha Us Se Dil Lagane Ka.
Nibha Sakta Hun Main Tamam Umar Saath Tera,
Magar Aapni Zindagi Par Mujhe Yaqeen Nahi,
Mere Marne Par Bhi Rahogi Tum Pass Mere,
Magar Hunga Us Waqt Bhi Main Tumhare Saath Nahi.
Kuch Cheezein Hum Purani Chhod Aaye,
Aate Aate Uski Aankhon Mein Paani Chhod Aaye,
Ye Aisa Dard Hai Jo Bayaan Ho Hi Nahi Sakta,
Dil To Saath Le Aaye Lekin Dhadkan Wahin Chhod Aaye.
वादा करके वो निभाना भूल जाते हैं,
लगा कर आग फिर वो बुझाना भूल जाते हैं,
ऐसी आदत हो गयी है अब तो उस हरजाई की,
रुलाते तो हैं मगर मनाना भूल जाते हैं।
Mujhse Na Sahi, Gairon Se Hi Sahi,
Tumhein Dil Ko Lagana Aa To Gaya,
Duniya Mein Kisi Ke Tum Ho To Gaye,
Chalo Tumhein Pyaar Nibhana Aa To Gaya.
Aisa Nahi Hai Ki Ab Teri Mujhko Zaroorat Nahi Rahi,
Bas Toot Toot Kar Ab Bikhrne Ki Himmat Nahi Rahi;,
Aisa Nahi Hai Ki Tere Peeche Teri Yaad Aati Nahi,
Bas Ab Foot Foot Kar Rone Kee Himmat Nahi Rahi.
Dukh Dete Ho Aur Khud Hi Sawal Karte Ho,
Tum Bhi O Sanam Kamaal Karte Ho,
Dekh Kar Puch Liya Hai HaaL Mera,
Chalo Shukr Hai Kuch To Khyaal Karte Ho.
Baat Umar Bhar Ki Thi Do Pal Ki Nahi,
Baat Saath Ki Thi Halaat Ki Nahi,
Jahan Ke Mele Mein Haath Chhod Diya Tune,
Baat Zubaan Ki Thi Kismat Ki Nahi.
हमारी दास्तां उसे कहां कबूल थी,
मेरी वफायें उसके लिये फिजूल थीं,
कोई आस नहीं लेकिन कोई इतना बतादो,
मैंने चाहा उसे क्या ये मेरी भूल थी।
Hamari Dastan Use Kaha Kabul Thi,
Meri Wafayen Uske Liye Fizool Thi,
Koi Aas Nahi Lekin Itna Bata Do,
Maine Chaha Use Kya Ye Meri Bhool.
Roti Hui Aankhon Mein Intzaar Hota Hai,
Na Chahte Hue Bhi Pyaar Hota Hai,
Kyon Dekhte Hain Hum Woh Sapne,
Jinke Tutne Par Bhi Unke Sach Hone Ka Intzaar Hota Hai.
Zindagi Mujhse Yun Daga Na Kar,
Main Zinda Rahu Bin Uske Ye Dua Na Kar,
Dekhta Hai Use Koi To Hoti Hai Jalan,
Ai Hawa Tu Bhi Use Chuaa Na Kar.
Ek Kahani Si Dil Par Likhi Reh Gayi,
Wo Nazar Jo Mujhe Dekhti Reh Gayi,
Log Aakar Bazaar Mein Bik Bhi Gaye,
Meri Keemat Lagi Ki Lagi Reh Gayi.
कितना दर्द है दिल में दिखाया नहीं जाता,
गंभीर है किस्सा सुनाया नहीं जाता,
एक बार जी भर के देख लो इस चहेरे को,
क्योंकि बार-बार कफ़न उठाया नहीं जाता|
Kitna dard hai dil me dikhaya nahi jata..
Gambhir hai kisa sunaya nahi jata..
Ek bar g bhar ke dekh lo is chehre ko,
Kiyon ki bar-bar kafan uthaya nahi jata..?
टुट जाये ख्वाब तो जुङने की आस क्या रखना,
पलकों के भिगने का हिसाब क्या रखना,
बस इसलिए मुसकुरा देते हैं हम,
अपनी उदासी से किसी को उदास क्या रखना|
Toot Jaye Khawab To Judne Ki Aas Kya Rakhna,
Palko Ke Bheegne Ka Ab Hisab Kya Rakhna,
Bas Isliye Muskura Dete Hai,
Apni Udasi Se Kisi Ko Udas Kyu Rakhna.
Kya gham hai, kya khushi malum nahi,
Apna hai ki ajnabi malum nahi,
Jiske bina ek pal nahi guzarta,
kaise guzregi ye zindagi malum nahi.
Dard Mein Is Dil Ko Tadapte Dekha,
Apne Samne Har Rishte Ko Bikharte Dekha,
Kitne Pyaar Se Sajai Thi Khwabon Ki Duniya,
Use Apni Aankon Ke Samne Ujadte Hue Dekha.
Har Sitam Seh Kar Kitne Gham Chipaye Humne,
Teri Khatir Har Din Aansu Bahaye Humne,
Tu Chhod Geya Jaha Humein Raahon Mein Akela,
Bas Tere Diye Zakhm Har Ek Se Chipaye Humne.
Lekar Hum Dusro Ki Hansi Kya Karein,
Jo Apni Nahi Wo Khushi Kya Karein,
Tanha Jeene Se Behtar Hai Mar Jayein Hum,
Jab Saath Tum Nahi To Zindagi Jee Kar Kya Karein.
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hai,
Kabhi laga ke wo karib aa rahe hai,
Kuchh log hote hai ansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta sath de rahe hain,
Ya chhod kar jaa rahe hain !!
क्यों शर्मिंदा करती हो,
हाल हमारा पूछ कर..
हाल हमारा वही है,
जो तुमने बना के रखा है..
Kyu Sharminda Karti Ho,
Haal Hamara Puch Kar..
Haal Hamara Wahi Hai,
Jo Tumne Bana Ke Rakha Hai..
Roka unhe bahut baar,
Ab nahi rokenge hum,
Thokar kha chuke har baar,
Ab thak se gaye hai hum.
कितने मजबूर हैं हम प्यार के हाथों,
ना तुझे पाने की औकात…
ना तुझे खोने का हौसला।
Kitne Majboor Hain Hum Pyar Ke Hathon,
Na Tujhe Pane Ki Oukaat,
Na Tujhe Khone Ka Hosla…
तडप के देख किसी की चाहत मे,
तो पता चले के इंतज़ार क्या होता है,
यु मिल जाए अगर कोई बिना तडप के,
तो कैसे पता चले के प्यार क्या होता है…
Tadap K Dekh Kisi Ki Chahat Mein,
To Pata Chale Intzaar Kya Hota Hai,
Yu Mil Jaaye Agar Koi Bina Tadap Ke,
To Kaise Pata Chale Pyar Kya Hota Hai.
छोटी सी ज़िन्दगी में अरमान बहुत थे,
हमदर्द कोई न था इंसान बहुत थे,
हम अपना दर्द बताते भी तो किसे बताते,
इस दिल का हाल जानने वाले अनजान बहुत थे…
ताबीर जो मिल जाती तो एक ख्वाब बहुत था
जो शख्स गँवा बैठे है नायाब बहुत था
मै कैसे बचा लेता भला कश्ती-ए-दिल को
दरिया-ए-मुहब्बत मे सैलाब बहुत था….
Zakham Ki Baat Nahi Hai Jaane Dard Kyon Hota Hai,
Dhokhe Ki Baat Nahi Hai Jaane Ehaas Kyon Hota Hai,
Jante Hue Ki Wo Bewafa Hain,
Na Jane Phir Bhi Pyaar Kyon Hota Hai.
Ae Mout Jara Thahar Ja,
Jara Sa Ruk Ja Tu,
Intezaar Hai Unka,
Jinki Amanat Hai Zindagi,
Jara Unse Rukhsat Le Lene De,
Fir Le Chalna,
Yeh Jaruri Hai,
Unhi Ki Badolat Hai Zindagi.
Kab Tak Reh Paoge Aakhir Yun Door Hum Se,
Milna Padega Aakhir Kabhi Zaroor Hum Se,
Nazrein Churane Wale Ye Berukhi Hai Kaisi,
Keh Do Agar Hua Hai Koi Kasoor Hum Se.
Har shakhs mujhe zindagi,
Jeene ka tarika batata hai,
Unhe kaise samjhau ki,
Ek khawab adhura hai mera,
Warna jeena toh,
Mujhe bhi aata hain !!!
अपनो को दूर होते देखा,
सपनो को चूर होते देखा,
अरे लोग कहते हे फ़िज़ूल कभी रोते नही,
हमने फूलोँ को भी तन्हाइयोँ मे रोते देखा!
Agar Wo Khush Hai Dekh Kar Aansu Meri Aankhon Mein,
To Rab Ki Kasam Hum Muskurana Chhod Denge,
Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko,
Lekin Us Ki Taraf Nazrein Uthana Chhod Denge.
Wo Aayi Nahi Kabhi Mujhe Yaad Karke,
Wo Gayi Jab Bhi Mujhe Barbaad Karke,
Agar Wo Aaye Meri Maut Pe To Use Keh Dena,
Abhi Soya Hai Tujhe Yaad Karke.
Itni Shiddat Se Chaha Use Ki Khud Ko Bhi Bhula Diya,
Unke Liye Apne Dil Ko Kitni Hi Baar Rula Diya,
Ek Baar Hi Thukraya Unhone,
Aur Humne Khud Ko Maut Ki Neend Sula Diya.
हद से ज्यादा खुशी और हद से ज्यादा गम
कभी किसी कौ मत बताऔ!
जिंदिगी मे लोग हद से ज्यादा खुशी पर
“नजर”और हद से ज्यादा गम पर “नमक” जरुर लगाते है!
आज फिर ए तन्हाई लग जा गले,
के तुझसे लिपट के रोने का बहुत दिल है,
एक तू ही तो है हमसाया जिंदगी का मेरी..
वरना यहां तो हर रिश्ता, मेरी रूह का कातिल है!!
Ek Jurm Hua Hai Hum Se Ek Yaar Bana Baithe Hain,
Kuch Apna Sa Us Ko Samajh Kar Sab Raaz Bata Baithe Hain,
Phir Us Ke Pyaar Ki Raah Mein Dil-o-Jaan Gawa Baithe Hain,
Woh Yaad Bahut Aate Hain Jo Hum Ko Bhula Baithe Hain.
एक दिन हम भी कफ़न ओढ़ जाएँगे,
हर एक रिश्ता इस ज़मीन से तोड़े जाएँगे,
जितना जी चाहे सतालो यारो,
एक दिन रुलाते हुए सबको छोड़ जाएँगे,
Ek din hum bhi kafan odh jayenge,
Har ek rishta is zameen se tode jayenge,
Jitna ji chahe satalo yaaro,
Ek din rulate hue sabko chod jayenge.
अलविदा कह के जब वौ चल दिये,
इन आखो ने सारे हसीन ख्वाब खो दिये,
दर्द तब नही हुआ जब वो हमे छोड़ दिये,
दुख तो तब हुआ जब वो अलविदा कहते ही खुद रो दिये..!!
Alvida kehkar jab wo chal diye,
Ankhon ne sare haseen khwab kho diye,
Dard tab nahi hua jab wo humein chhor gaye,
Dard to tab hua jab Alvida kehkar wo khud ro diye..!!
कहाँ से लाऊ हुनर उसे मनाने का;
कोई जवाब नहीं था उसके रूठ जाने का;
मोहब्बत में सजा मुझे ही मिलनी थी;
क्यूंकी जुर्म मैंने किया था उससे दिल लगाने का।
Kaha Se Lau Hunar Use Manane Ka,
Koi Jawab Nai Tha Uske Rooth Jane Ka,
Mohabbat Me Saza Muje Hi Milni Thi,
Kyuki Jurm Maine Kiya Unse Dil Lagane Ka.
Talash Hai Ek Aise Shakhs Ki,
Jo Aankhon Mein Us Waqt Dard Dekh Sake,
Jab Sab Log Mujse Khete Hain,
Kya Yaar Hamesha Hansti Rehti Ho.
Udas Na Baitho Fiza Tang Karegi,
Gujre Hue Lamho Ki Sazaa Tang Karegi,
Kisi Ko Na Lao Dil Ke Itna Kareeb,
Kyonki Uske Jaane Ke Baad Uski Har Adaa Tang Karegi.
Dil Toot Jata Hai Par Khanak Nahi Hoti,
Har Dhadkan Roti Hai Par Palak Nahi Roti,
Mohabbat Naam Hai Khuda Kee Bandagi Ka,
Jo Sharton Pe Mile Woh Mohabbat Nahi Hoti.
जो लोग एक तरफा प्यार करते है
अपनी ज़िन्दगी को खुद बर्बाद करते है !
नहीं मिलता बिना नसीब के कुछ भी,
फिर भी लोग खुद पर अत्याचार करते है !!
Aapse yeh doori humse sahi nahi jati,
Juda hoke aapse humse raha nahi jata,
Ab toh waapas laut aayiye hamare paas,
Dil ka haal ab lafzon mein kaha nahi jata!
Tadap ke Dekh Kisi ki Chahat Me,
To Pata Chale Intzaar Kya Hota Hai,
Yu Mil Jaaye Agar Koi Bina Tadap Ke,
To Kaise Pata Chale Pyar Kya Hota Hai..!!
खामोश बैठें तो लोग कहते हैं
उदासी अच्छी नहीं,
ज़रा सा हँस लें तो
मुस्कुराने की वजह पूछ लेते हैं !
Khamosh baithe toh log kehte hai..
Udaasi acchi nahi,
Zara sa hans le toh
Log muskuraane ki wajah pooch lete hain..!!
Phoolon Se To Wafa Mil Nahi Saki Aao
Kaanton Se Dosti Kar Lein.
Suna Hai Yeh Daaman Pakad Lein Fir..
Aasaani Se Chhoda Nahi Karte!
Ehsaas-E-Mohabbat K Liye..
Bus Itna Hi Kafi Hai..
Tere Baghair Bhi Hum..
Tere Hi Rehty Hain !!!
Meri deewangi ko dekh k muskurate hai kyu..
Main jitna paas jau utna door jate hai kyu..
Kuchh toh wajah zaroor hogi unki berukhi ki..
Mujhe aise her pal sataate hai kyu!!!
Zindagi ki aise daud mein…
Daud ke karna kya hai!!
Jab yehi jeena hai dosto to phir…
Marna kya hai!!
Zindagi Ne Kai Sawalat Badal Dale,
Waqt Ne Mere Haalaat Badal Dale,
Main to Aaj bi wahi hun Jo main kal tha,
Bas mere liye Kuch apno ne Apne Khyalat badal dale.
अजीब था उनका अलविदा कहना,
सुना कुछ नहीं और कहा भी कुछ नहीं,
बर्बाद हुवे उनकी मोहब्बत में,
की लुटा कुछ नहीं और बचा भी कुछ नहीँ!
Ajeeb tha unka alvida kehna ,
Suna kuch nahi aur kaha bhi kuch nahi,
Kuch yu barbaad huye unki mohbbat me,
Ke loota kuch nahi par bacha bhi kuch nahi.
उनको ये शिकायत है कि मैं बेवफाई पे नहीं लिखता,
और मैं सोचता हूं कि मैं उनकी रुसवाई पे नहीं लिखता..
ख़ुद अपने से ज्यादा बुरा जमाने में कौन है?
मैं इसलिए औरों की बुराई पे नहीं लिखता..
कुछ तो आदत से मजबूर हैं और कुछ फितरतों की पसंद है
जख्म कितने भी गहरे हों, मैं उनकी दुहाई पे नहीं लिखता…..!!
Unko ye shikayat hai ki main bewafai pe nahi likhta,
Aur main sochta hun ki main unki ruswai pe nahi likhta,
Khud apne se jyada bura jamane me kaun hai,
Is liye main auron ki buraai pe nahi likhta,
Kuchh toh aadaton se majbur hain aur kuchh fiaraton ki pasand hai,
Jakhm kitne bhi gehre ho, main unki duhai pe nahi likhta,
Aata nahi tha humein ikraar karna,
Na jane kaise seekh gaye PYAR karna.
Rukte naa the do pal kabhi kisi ke liye.
Naa jane kaise seekh gaye intezaar karna..!!
Aaj Phir kisi yaad ne, raat bhar hai jagaya mujhko,
Kya saza di hai, mohabat ne khudaya mujh ko,
Din ko aaram hai na, raat ko hai chain kabhi,
Jane kis khaak se, kudrat ne banaya mujhko..
Nafratein Lakh Mili Par Kisi Ki Mohbbt Na Mili,
Zindagi Beet Gai Magar Rahat Na Mili,
Teri Mehfil Me Har Ek Ko Hasta Dekha,
Ek Mein Hi Tha Jise Hasne Ki Ijazat Na Mili..
Aasuon ki bunde hai ya ankhon ki nami hain,
Na upar aasma hai na niche zamee hain,
Ye kaisa mod hai zindagi ka,
Uski hi zarurat hai aur uski hi kami hain!!
Uski Bate Bar Bar Yaad Karke Roye,
Uske Liye Rabb Se Faryaad Karke Roye,
Uski Khushi Ke Liye Choord Diya Use,
Phir Uski Hi Kami Ka Ehasas Karke Roye !!!
Palko Pe Aake Ruk Jaate Hai Ye Aansu,
Tanhaa Paakar Beh Jaate Hai Aaansu,
Dill To Bahot Karta Hai Gum Batlaaun Aap Se,
Par Aap Ko Hastaa Dekh Shukh Jaate Hai Ye Aansu !!!
Hum Me Tu Abhi Bhi Thoda Baki Hai,
Aankhon Me najar aate Aansu Hai,
Hoton Pe Teri Hasi Ki Jhanki Hai,
Tu Chhod Gaya Dil Tod Gaya..
Hum Ji Rahe Hai Ki..
Hum Me Thodi Mohabbat Abhi Baki Hai !!!
In Dooriyon Ko Judai Mat Kehna,
In Khamoshio Ko Ruswai Mat Kehna,
Har Mod Pe Yaad Karenge Aapko,
Zindgi Ne Saath Na Diya To Bewafayi Mat Kehna !!!
Zindagi Ke Zehar Ko Yu Has Ke Pi Rahe Hai,
Tere Pyar Bina Yu Hi Zindagi Jee Rahe Hai,
Akelepan Se Ab Darr Nahi Lagta Hame,
Tere Jaane Ke Baad Yu Hi Akele Jee Rahe Hai !!!
Jab Jana Hi Tha Tumhe To Aaye Kyon Hamari Zindigi Mein,
Yu Rulana Tha Fir Kyon Hasna Sikhaya Humein,
Ab To Tadapne Ke Liye Chod Diya Saari Umar,
Pal Pal Yu Marna Hi Tha To Zina Kyon Bataya Humein !!!
Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchaan Na Paye,
Khud He Kar Li Bewafai Humne,
Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye !!!
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De,
Tera Mujrim Hoon Mujhe Dub Ke Mar Jaane De,
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko,
Sochta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De !!!
Bichar Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti Hai,
Yeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa Lagti Hai,
Tarap Uthta Hoon Dard Ke Maare Zakhmon Ko,
Jab Tere Sheher Ki Hawa Lagti Hai,
Agar Umeed-E-Wafa Karu To Kis Se Karu,
Mujh Ko To Meri Zindagi Bhi Be-Wafa Lagti Hai !!!
Mein Khud Ko Tumse Dur Karna Chahti Hu,
Ya Yu Kaho Ki Khud Ko Khud Se Durr Karna Chahti Hu,
Meri Shayri Mein Pehle Se Jyada Dard Bhar Gaya Hai,
Shayad Mein Iss Tarha Hi Apna Dard Bayan Karna Chahti Hu !!!
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe,
Mehke To Sab Gulab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,
Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Milna-Bichadna To Waqt Ka Dastur Hota Hai,
Judaa Hokar Bhi Koi Yaado Se Naa Door Hota Hai,
Koi Nahi Chahta Judaa Hona Apno Se,
Wo To Waqt Ko Shayad Ye Hi Manjoor Hota Hai.
Dekh kar Tanha Mujhse Pucha Baharo Ne..
Kaha Gaya Tera Wo Humsafar..!!
Tujhe To Bada Naaz Tha Us Par..
Ye Dekh Kar Mein Chup Rahi..
Magar Mere Aansuon Ne Jawab Diya..
Milna Kismat Me Tha,
Bichadna Naseeb Tha,
Wo Mujse Itna Dur Ho Gaya..
Jitna Wo Mere Karib Tha.
पास आ जरा दिल की बात सुनाऊ तुझको,
कैसे धरकता है दिल आवाज़ सुनाऊ तुझको,
आ के तू देख ले दिल पे लिखा है नाम तेरा,
अगर कहता है तो दिल चीर के दिखाऊ तुझको..
जितना जलाया है तुमने प्यार में मुझको,
दिल तो करता है की मै भी जलाऊ तुझको,
अजनबी होता तो ऐसा भी कर लेता शायद ,
मगर तू तो अपना है कैसे सताऊ तुझको..!!
Paas aa zara dil ki baat btaun tujhko,
Kese dharkta ha dil awaz sunao tujhko,
Aakar tu dekh le dil pe likha h naam tera
Agr kahe to dil cheer ke dikhaun tujko.
Jitna jalaya hai tune pyar me mujhko,
Dil to krta hai mein b jalaun tujhko
Ajnabi hota toh aisa kar bhi lete,
Magar tu to apne hai kaise sataun tujhko.

No comments:

Post a Comment