Tuesday, January 2, 2018

Sad Love Shayari

सब कुछ मिला सुकून की दौलत न मिली,
एक तुझको भूल जाने की मोहलत न मिली,
करने को बहुत काम थे अपने लिए मगर,
हमको तेरे ख्याल से कभी फुर्सत न मिली।
मज़बूरी में जब कोई जुदा होता है,
ज़रूरी नहीं कि वो बेवफ़ा होता है,
देकर वो आपकी आँखों में आँसू,
अकेले में वो आपसे ज्यादा रोता है।
Majburi mein jab koi juda hota hai,
Zaruri nahi ke wo bewafa hota hai,
De kar wo aapki aankho me aansu,
Akele me aapse bhi zyada rota hai.
उल्फत का यह दस्तूर होता है,
जिसे चाहो वही हमसे दूर होता है,
दिल टूट कर बिखरता है इस क़द्र जैसे,
कांच का खिलौना गिरके चूर-चूर होता है!
Ulfat ka yeh dastoor hota hai,
Jisse chaho wahi hamse door hota hai,
Dil toot kar bikharta hai iss kadar jaise,
Kanch ka khilona girke choor choor hota hai.
जो नजर से गुजर जाया करते हैं,
वो सितारे अक्सर टूट जाया करते हैं,
कुछ लोग दर्द को बयां नहीं होने देते,
बस चुपचाप बिखर जाया करते हैं।
Jo Najar Se Gujar Jaya Karte Hain,
Wo Sitare Aksar Tut Jaya Karte Hain,
Kuch log dard ko baya nahi hone dete,
Bas chupchaap bikhar jaya karte hain.
Is kadar hum yaar ko manaane nikle,
Uski chahat ke hum deewaane nikle,
Jab bhi usey dil ka haal batana chaha,
Toh uske hothon se waqt na hone ke bahaane nikle.
तू तो हँस हँसकर जी रही है,
जुदा होकर भी..
कैसे जी पाया होगा वो,
जिसने तेरे सिवा जिन्दगी कभी सोची ही नहीं..
चलो हम गलत थे ये मान लेते है..
ऎ जिंदगी..
पर एक बात बता.. क्या वो शख्स सही था
जो बदल गया इतना.. करीब आने के बाद!!
Chalo ham galat the ye maan lete hain.
e-Zindagi
Par ek baat bata kya.. wo shaks sahi tha.
Jo badal gaya itna.. kareeb aane ke baad.
हर सितम सह कर कितने ग़म छिपाये हमने,
तेरी खातिर हर दिन आँसू बहाये हमने,
तू छोड़ गया जहाँ हमें राहों में अकेला,
बस तेरे दिए ज़ख्म हर एक से छिपाए हमने|
Har Sitam Seh Kar Kitne Gham Chipaye Humne,
Teri Khatir Har Din Aansu Bahaye Humne,
Tu Chhod Geya Jaha Humein Raahon Mein Akela,
Bas Tere Diye Zakhm Har Ek Se Chipaye Humne!
वफ़ा पर हमने घर लुटाना था लेकिन,
वफ़ा लौट गयी लुटाने से पहले,
चिराग तमन्ना का जला तो दिया था,
मगर बुझ गया जगमगाने से पहले।
Wafa par hamne ghar lutana tha lekin,
Wafa lout gai lutane se pehle,
Cheerag tamanna ka jala to diya tha,
Magar bujh gaya jagmagane se pehle!
तूने नफ़रत से जो देखा है तो याद आया,
कितने रिश्ते तेरी ख़ातिर यूँ ही तोड़ आया हूँ,
कितने धुंधले हैं ये चेहरे जिन्हें अपनाया है,
कितनी उजली थी वो आँखें जिन्हें छोड़ आया हूँ।
Tune nafrat se jo dekha hai to yaad aya,
Kitne rishte teri khaatir yunhi tod aayi hu..
Kitne dhundhle hain ye chehre jinhe apnaaya hai,
Kitni ujli thi wo aankhen jinhe chod aaya hu..
रोज़ आता है मेरे
दिल को तस्सली देने
ख़याल ऐ यार को
मेरा खयाल कितना है
Roj aata hai mere
Dil ko tasalli dene
Khayaal e-yaar ko
Mera khyaal yaar ko kitna hai.
रहते हैं आस-पास ही
लेकिन साथ नहीं होते…
कुछ लोग जलते हैं मुझसे
बस खाक नहीं होते|
Rehte hain Aas-Pass hi,
Lekin sath nahi hote,
kuchh log jalte hain mujhse,
bas khaak nahi hote.
मुझे कुछ अफ़सोस नहीं के मेरे पास
सब कुछ होना चाहिए था,
मै उस वक़्त भी मुस्कुराता था..
जब मुझे रोना चाहिए था|
Mujhe kuch afsos nahi ke mere paas
Sab kuch hona chahiye tha,
Main us waqt bhi muskurata tha
Jab mujhe rona chahiye tha..!
पहले इश्क़,
फिर दर्द,
फिर बेहद नफरत,
बड़ी तरकीब से तबाह…..
किया तुमने मुझको!!
Hum to tere dil ki mehfil sajane aye the,
Teri kasam tujhe apna banane aye the.
Kis baat ki saza di tune hum ko,
Bewafa hum to tere dard ko apnane aye the.
आंसुओं की बूँदें हैं या आँखों की नमी है
न ऊपर आसमां है न नीचे ज़मी है
यह कैसा मोड़ है ज़िन्दगी का
उसी की ज़रूरत है और उसी की कमी है
Raat kya hui Roshni ko Bhool gaye,
Chand kya nikla suraj ko bhool gaye,
Maana kuch der hum ne aap ko sms nahi kiya,
To kya aap hamein yaad karna bhool gaye.
Good Night
Ye faisalaa tha khuda ka ya jaane sazish thi
zamaane ki…
Hum door ho gaye unse utna hi..
Jitni khwahish thi humein unke kareeb aane ki..!!
Jab humai unse Muhabbat thi..
Toh unhai hamari Muhabbat pe shak tha..
Dosto..
Jab unhai hamari Muhabbat ka ehsaas hua..
Toh hum par kisi aur ka haq tha..
हमें कोई ग़म नहीं था ग़म-ए-आशिक़ी से पहले,
न थी दुश्मनी किसी से तेरी दोस्ती से पहले,
है ये मेरी बदनसीबी तेरा क्या कुसूर इसमें,
तेरे ग़म ने मार डाला मुझे ज़िन्दग़ी से पहले।
Uske siwa koi mere jazbaat mein nahi,
Aankho mein jo nami hai wo barsaat me nahi,
Paane ki use koshish bahut ki magar ae dosto,
Wo ek lakeer hai jo mere haath mein nahi.
ठोकर ना लगा मुझे पत्थर नही हूँ मैं,
हैरत से ना देख कोई मंज़र नही हूँ मैं,
उनकी नज़र में मेरी कदर कुछ भी नही,
मगर उनसे पूछो जिन्हें हासिल नही हूँ मैं|
Thokar na laga mujhe pathar nahi hu main,
Hairat se na dekh mujhe manzar nahi hu main,
Mana ki unki nazro mein meri kader kuch bhi nahi,
Mager unse poocho jinhe haasil nahi hu main.
Seekh raha hu dheere dheere,
Iss duniya k rivaaz,
Jisse matlab nikal jaye,
Usey zindagi se nikaal do.
जिन्हीने बदली थी हमारे ख्वाइशों की जिंदगी..
आज वहो बदले बदले नज़र आते है..
उड़ गए उन परिंदों का मलाल क्या करे..
जब अपने भी औरो की छत पर नज़र आते है..
रातो के ख्वाबो का इंतजार क्या करू..
जब दिन मै भी डरावने सपने आत्ते है..
Hamne Pyar Nahi Ishq Nahi Ibaadat Ki Hai,
Rasmon Se Riwajon Se Bagawat Ki Hai,
Manga Tha Hamne Jise Apni Duaon Me,
Usi Ne Mujhse Juda Hone Ki Chahat Ki Hai.
एक अरसा बीत गया..खुलकर मुस्कुराए हुए..
एक अरसा बीत गया..गीत कोई गाए हुए..
मेरी नज़रों को तेरा इन्तज़ार आज भी है..
एक अरसा बीत गया..कोई रिश्ता नया बनाए हुए..
Chand tare zameen par lane ki zid thi,
Hamein unko apna banane ki zid thi,
Achcha hua woh pehle hi ho gayi bewafa,
Warna unhe pane ko zamana jalane ki zid thi.
इस दिल को किसी की आहट की आस रहती है,
निगाह को किसी सूरत की प्यास रहती है,
तेरे बिना जिन्दगी में कोई कमी तो नही,
फिर भी तेरे बिना जिन्दगी उदास रहती है॥
Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehti hai,
Nigaah kokisi soorat ki pyaas rehti hai,
Tere bina zindagi mein kami toh nahi,
Phir bhi tere bina zindagi udhaas rehti hai.
वफ़ा की तलाश करते रहे हम
बेबफाई में अकेले मरते रहे हम,
नहीं मिला दिल से चाहने वाला
खुद से ही बेबजह डरते रहे हम,
लुटाने को हम सब कुछ लुटा देते
मुहब्बत में उन पर मिटते रहे हम,
खुद दुखी हो कर खुश उन को रखा
तन्हाईयों में सांसे भरते रहे हम,
वो बेवफाई हम से करते ही रहे
दिल से उन पर मरते रहे हम|
दुनिया में तेरे इश्क़ का चर्चा ना करेंगे,
मर जायेंगे लेकिन तुझे रुस्वा ना करेंगे,
गुस्ताख़ निगाहों से अगर तुमको गिला है,
हम दूर से भी अब तुम्हें देखा ना करेंगे।
Duniya Mein Tere Ishq Ka Charcha Na Karenge,
Mar Jayenge Lekin Tujhe Ruswa Na Karenge,
Qurban Karenge Kabhi Dil, Jaan Kabhi Sadqe,
Tum Apna Bana Logi To Kya Kya Na Karenge,
Gustakh Nigaahon Se Agar Tumko Gila Hai,
Hum Door Se Bhi Ab Tumhe Dekha Na Karenge.
Humare Zakhmo Ki Wajah Bhi Woh Hain,
Humare Zakhamo Ki Dava Bhi Woh Hain,
Woh Namak Zakhamo Pe Lagaye Bhi To Kya Hua,
Mohabbat Karne Ki Wajah Bhi To Woh Hain.
Tamanna Jo Puri Ho Khwabon Mein,
Haqikat Ban Jaye To Kya Baat Hai,
Kuch Log Matlab Ke Liye Dhundte Hai Mujhe,
Bin Matlab Koi Aye To Kya Baat Hai.
Ya khuda meri duaon mein itna asar karde,
Khushiyan use, dard uska mujhe nazar kar de,
Dilon se dooriyon ka ehsaas mita de ya maula,
Nahin to uske aanchal ko mera kafan kar de.
एक अजीब सा मंजर नज़र आता है,
हर एक आँसूं समंदर नज़र आता हैं,
कहाँ रखूं मैं शीशे सा दिल अपना,
हर किसी के हाथ मैं पत्थर नज़र आता हैं|
तन्हा रहना तो सीख लिया हमने,
लेकिन खुश कभी ना रह पाएंगे,
तेरी दूरी तो फिर भी सह लेता ये दिल,
लेकिन तेरी मोहब्बत के बिना ना जी पाएंगे.
Ek ajeeb dastan hai Mere afasane ki,
Maine pal pal koshish ki tere pas aane ki,
Kismat thi meri ya sazish jamane ki,
Dur huye itana jitani.. Umeed thi kareeb aane ki..!
एक अजीब दास्तान है मेरे अफसाने की..
मैने पल पल कोशिश उसके की पास जाने की,
किस्मत थी मेरी या साजिश थी ज़माने की,
दूर हुई मुझसे इतना जितनी उमीद थी करीब आने की.
मेरी वफ़ा की कदर ना की,
अपनी पसंद पे तो ऐतबार किया होता,
सुना है वो उसकी भी ना हुई,
मुझे छोड दिया था उसे तो अपना लिया होता|
Har pal usey sochna,
Har pal usey khojna,
Kabhi use paa lena,
Kabhi use kho dena,
Main ajeeb, meri mohabbat us se bhi ajeeb,
Use yaad karna,
Aur phir ro dena.
Gam Nahi Ke Tum Bewafa Nikli,
Magar Afsos Iss Baat Ka Hai,
Wo Sab Log Sach Nikle,
Jinse Main Tere Liye Lada karta Tha.
गम इस बात का नही कि तुम बेवफा निकली,
मगर अफ़सोस ये है कि,
वो सब लोग सच निकले,
जिनसे मैं तेरे लिए लड़ा करता था!
Roj tha uska naam mere afsane mein,
Thi uski tasveer mere dil ke aashiyane mein,
Mangi thi khuda se dua jiski khushi ke liye,
Use khushi bhi milti thi to mujhe rulane mein.
Jivan ka har panna rangin nahi hota,
Har Rone wala to gamgin nahi hota,
Ek hi dil ko koi kab tak todega,
Ab to koi jaalta bhi he to yakin nahi hota.
तेरे दर्द पर रोता हूँ आज भी,
तू बेदर्द हो गयी ज़माने से,
क्या कमी रह गयी मेरी मुहब्बत मे,
ये जिन्दगी बीत न जाये सुलझाने मे|
तुमको देखा एक नजर हमने होश पा लिया,
अपनी पलकों में तेरा आगोश पा लिया,
हम दर्द को पीते हैं तेरा दर्द समझकर,
आंखो ने छलकने का जोश पा लिया|
Tumko Dekha Ek Nazar Hamne Hosh Pa Liya,
Apni Palkon Me Tera Aagosh Pa Liya,
Ham Dard Ko Pite Hain Tera Dard Samajh Kar,
Aankhon Ne Chhalakne Ka Josh Pa Liya.
Mohabbat ki mujhse fariyaad mat karna,
Ho sake to mujhe kabhi yaad mat karna,
Sab kuch luta diya mohabbat me maine,
Ho sake to mujhe or barbaad mat karna.
नफ़रत कभी ना करना तुम हमसे,
यह हम सह नहीं पायेंगे,
एक बार कह देना हमसे, ज़रूरत नहीं अब तुम्हारी,
तुम्हारी दुनियाँ से हंसकर चले जायेंगे!
Nafrat tum kabhi na karna humse,
Hum ye seh nahi payenge,
Ek bar keh dena humse, Jarurat nahi ab tumhri,
Aapki duniya se hass kar chale jayenge.
Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata,
Ishq Mein Mareej Ko Aaraam Nahi Aata,
Ae Bewafa Dil Todne Se Pehle Ye Soch Liya Hota,
Ki Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata.
टूटे हुए प्याले में जाम नहीं आता,
इश्क़ में मरीज को आराम नहीं आता,
ये बेवफा दिल तोड़ने से पहले ये सोच तो लिया होता,
की टुटा हुआ दिल किसी के काम नहीं आता !!
Main Bhool Nahi Hoon Kisi Ko,
Mere bahut Dost Hai Jammane Mein,
Bas Thodi Si Zindagi Uljhi Padi Hai,
Do Waqt Ki Roti Kamaane Mein.
Zakhmon ko daba kar seene mein reh kar khamos ,
Chehre par hasi lana koi badi bat nahi,
Badi bat to tab hogi jab koi khud ke jakhamo ko sine me daba kar,
Dusro ke chehre ki udasi ko dur kare.
Chand ko dekhe bagair aapko hamari yaad aati nahi,
Akele baithe bagair aapko hamari khayaal aati nahi,
Kya aaj itne begaane ho gaye hum,
jo koi dard dekhe bagair aapko hamari yaad aati nahi.
Maine pucha kahan ho Tum?
Usne kaha teri Sanso main,
Tere Dil mai, Tere Khayalo main,
Teri Nas-Nas main,
Maine pucha kahan nahi ho?
Usne kaha sirf teri kismat main.
Kyu Teri Khamoshi Mujhe,
Khamosh Kar Jati Hai..!!
Kyu Teri Udasi Mujhe,
Udas Kar Jati Hai..!!
Kya Rishta Hai Tera Aur Mera,
Jab Bhi Teri Yaad Aati Hain,
Mujhe Tanha Kar Jati Hai…!!
इस उम्मीद से मत फिसलो,
कि तुम्हें कोई उठा लेगा,
सोच कर मत डूबो दरिया में,
कि तुम्हें कोई बचा लेगा…
ये दुनिया तो एक अड्डा है,
तमाशबीनों का दोस्तों…
गर देखा तुम्हें मुसीबत में तो,
यहां हर कोई मज़ा लेगा…
उड़ रहा था मेरा दिल भी परिंदों की तरह,
तीर जब लग गई तो कोई भी मरहम न हुआ,
देख लेना था मुझे भी हर सितम की अदा,
ऐ सनम तेरे जैसा मेरा कोई दुश्मन न हुआ.
Chal mere humnashi aaj kahi aur chal,
Iss chaman mein ab apna kahi guzara nahi,
Baat hoti gulon tak to seh lete hum bhi,
Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahi.
इतनी बेचैनी से तुमको किसकी तलाश है,
वो कौन है जो तेरी आंखों की प्यास है,
जबसे मिला हूं तुमसे यही सोचता हूं मैं,
क्यों मेरे दिल को हो रहा तेरा एहसास है,
जिंदगी के इस मोड़ पे तुम आके यूं मिले,
जैसे कि कोई मंजिल मेरे इतने पास है,
एक नजर की आस में तकता हूं मैं तुझे,
अब देख तेरे खातिर एक आशिक उदास है|
Itni Bechaini Se Tumko Kiski Talaash Hai,
Wo Kaun Hai Jo Teri Aankhon Ki Pyaas Hai,
Jabse Mila Hun Tumse Yahi Sochtaa Hun Main,
Kyon Mere Dil Ko Ho Raha Tera Ehsaas Hai,
Zindgi Ke Is Mod Pe Tum Aake Yun Mile,
Jaise Ki Koi Manzil Mere Itne Paas Hai,
EK Nazar Ki Aas Me Dekhta Hun Main Tujhe,
Ab Dekh Tere Khatir Ek Aashiq Udaas Hai.
दुनिया में तेरा हुस्न मेरी जां सलामत रहे
सदियों तलक जमीं पे तेरी कयामत रहे
और भी दुनिया में आएंगे आशिक कितने
उनकी आंखों में तुमको देखने की चाहत रहे
इश्क के तमाशे में हमेशा तेरे किरदार से
दर्द और खामोशी के अश्कों की शिकायत रहे
खुमारियों के चंद लम्हों का है तेरा सुरूर
उसमें डूबकर मरने से दिल को राहत रहे
जहां भी देखा गम का साया,
तू ही तू मुझको याद आया,
ख्वाबों की कलियां जब टूटी,
ये गुलशन लगने लगा पराया,
दरिया जब-जब दिल से निकला,
एक समंदर आंखों में समाया,
मेरे दामन में कुछ तो देते,
यूं तो कुछ नहीं मांगा खुदाया|
Jahan Bhi Dekha Gam Ka Saya,
Tu Hi Tu Mujhko Yaad Aaya,
Khwabon Ki Kaliyan Jab Tooti,
Ye Gulshan Lagne Laga Paraya,
Daria Jab-Jab Dil Se Niklaa,
Ek Samandar Aankhon Me Samaya,
Mere Daaman Me Kuchh To Dete,
Yun To Kuchh Nahi Maanga Khudaya.
Kitna bebas hain insaan kismat ke aage,
Har sapna tut jata hain hakikat ke aage,
Jisne kbhi duniya me haarna nahi sikha,
Wo bhi haar jata hain mohabbat ke aage.
कौन कहता है की दिल..
सिर्फ लफ्जों से दुखाया जाता है,
तेरी ख़ामोशी भी कभी कभी..
आँखें नाम कर देती है.
Kaun kehta hai ki dil
Sirf lafzo se dukhaya jaata hai
Teri khaamoshi bhi kabhi kabhi..
Aankhein nam kar deti hai.
किस्मत ने जैसा चाहा वैसे ढल गए हम,
बहुत संभल के चले फिर भी फिसल गए हम,
किसी ने विश्वास तोडा तो किसी ने दिल,
और लोगो को लगा की बदल गए हम.
Kismat Ne Jaise Chaha Waise Dhal Gaye Hum,
Bahut Sambhal Kar Chaley Phir Bhi Phisal Gaye Hum!!
Kisi Ne Yakeen Thoda To Kabhi Kisi Ne Dil,
Aur Logon Ko Lagata Ki Badal Gaye Hum!!
रात गुमसुम हैं मगर चाँद खामोश नहीं,
कैसे कह दूँ फिर आज मुझे होश नहीं,
ऐसे डूबा तेरी आँखों के गहराई में आज,
हाथ में जाम हैं,मगर पिने का होश नहीं|
Raat gumsum hai magar chand khamosh nahi,
Kaise keh du aaj fir hosh nahi.
Aisa duba teri aakhon ki gehrai main,
Haath mein jaam hai, magar pine ka hosh nahi.
जब भी उनकी गली से गुज़रते है,
मेरी आँखें एक दस्तक दे देती है,
दुःख ये नहीं वो दरवाजा बंद कर देते है,
ख़ुशी ये है की मुझे पहचान लेते है।
Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon,
Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hai,
Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai,
Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pahchan Lete Hai.
Ek dil mere dil ko Zakhm de gaya,
Zindagi bhar jeene ki kasam de gaya,
Lakho phoolon me se ek phool chuna hmne,
Jo kaanto se gehri chubhan de gaya.
Rone Ki Saza Na Rulane Ki Saza Hai,
Ye Dard Mohabbat Ko Nibhane Ki Saza Hai,
Haste Hai To Aankho Se Nikal Aate Hai Aansu,
Ye Us Shaks Se Dil Lagane Ki Saza Hai.
Kise apna banayen,
Koi is kaabil nahi milta,
Yahan pattahar bahut milte hain,
Par dil nahi milta,
Yeh duniya farebon ki basti hai aye dost,
Yahan sirf dard milte hain,
Humdard nahi milta.
Kabhi Hum Tute Toh Kabhi Khwab Tute,
Jane Kitne Tukdo Me Armaan Tute,
Har Tukda Ek Aaina Hain Zindagi Ka,
Har Aaine Ke Sath Lakho Jazbat Tute.
Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar,
Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Bata Kar,
Judai hi Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab,
Chhod Diya Mera Saath Bas Itna Bata Kar.
वफ़ा का दरिया कभी रुकता नही,
इश्क़ में प्रेमी कभी झुकता नही,
खामोश हैं हम किसी के खुशी के लिए,
ना सोचो के हमारा दिल दुःखता नहीं|
भले ही किसी गैर की जागीर थीं वो,
पर मेरे ख्वाबों की भी तस्वीर थीं वो,
मुझे मिलती तो कैसे मिलती,
किसी और की हिस्से की तक़दीर थीं वो|
Bhale Hi Kisi Gair Ki Jaagir Thi Wo,
Par Mere Khwabon Ki Tasveer Thi Wo,
Mujhe Milti To Kaise Milti,
Kisi Aur Ke Hisse Ki Taqdeer Thi Wo.
Gam tum laate ho zindagi mein humaare,
Wo zakhm aane he nahi deti,
Khushi ko to ek pal mein bikher dete ho tum humaari,
Wo to khushi ko jaane he nahi deti,
Hosh mein laa-laa kar tum hosh udaati ho humaare,
Wo sharaab to hosh mein aane he nahi deti.
Ho chuki mulakaat abhi salaam baaki hai,
Tumhare naam ki do ghoont sharaab baki hai,
Tumko mubarak ho khushiyoon ka shamyaana,
Mere naseeb me abhi do gaz zameen baki hai.
मिट्टी मेरी कब्र से चुरा रहा है कोई,
मर कर मेरे दिल बहुत याद आ रहा है कोई,
एक पल की ज़िन्दगी और देदे ऐ खुदा,
मायूस मेरी कब्र से जा रहा है कोई|
Mitti Meri Kabar Se Chura Raha Hai Koi,
Markar Bhi Dil Ko Bahut Yaad Aa Raha Hai Koi,
Ik Pal Ki Jindgi Or Dede ae Khuda,
Maayuse Meri Kabar Se Ja Rahi Hai Koi.
दो कदम तो सब चल लेते हैं पर ,
ज़िन्दगी भर साथ कोई नहीं निभाता ,
अगर रो कर भूल जाती यादें ,
तो हस कर कोई गम न छुपाता .
Do kadam to sab chal lete hain par,
Zindagi bhar saath koi nahi nibhata ,
Agar ro kar bhool jaati yaadein,
To has kar koi gum na chhupaata .
बहुत आसान है जमाने में जनम लेना,
बड़ी मुश्किल है एक उम्र तक जीवन जीना,
हम तो खामोश हैं तेरी ही खामोशी से,
तुमसे ही सीखा है हमने आंसू पीना..
घुट घुट कर जीना तो
ज़िन्दग़ी नहीं होती,
नफरत से सर झुकाना
बन्दग़ी नहीं होती,
वो ग़ुनाह माफ़ी के
लायक नहीं है,
जिसमें शामिल कोई
शर्मिन्दग़ी नहीं होती ।
आज भीगी है पलके किसी की याद में
आकाश भी सिमट गया हैं अपने आप में
ओस की बूँद ऐसी गिरी है ज़मीन पर
मानो चाँद भी रोया हो उनकी याद में.…
Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad mein,
Aakash bhi simat gaya hai apne aap mein,
Oas ki boonde aisi giri hai jameen per,
Maano chand bhi roya ho uski yaad mein.
Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta,
Jisko jee bhar pyar kar sake wo insaan nahi milta,
Aasma ke sitaron ki tarah hamare armaan bhi bikharte rehte hain,
Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta.
Ek dard hai jo dil se jaata nahi,
Yahi wajah hai ki hamain teri yaad aati hai,
Lo subah aa gayi, tu raatbhar rulaati rahi,
bekhudi mein hi ye raat bhi kat jaati hai.
Good Morning
एक दर्द है जो दिल से जाता नहीं,
यही वजह है कि हमें तेरी याद आती है,
लो सुबह आ गई, तू रातभर रुलाती रही,
बेखुदी में ही ये रात भी कट जाती है!
सुप्रभात
Talash Uski Karo Jo Kisi Ke Paas Na Ho,
Bhula Do Use Jis Par Bharosa Na Ho,
Hum To Apne Gamo Par Bhi Hass Padte Hain,
Wo Isliye Ki Samne Wala Udas Na Ho.
Jise Tum sacche Dil Se Pyar Karo Use
Kabhi Mat Aazmana…!!
Kyo Ki
Agar Woh Gunhegaar Bhi Hua
Toh Dil Tumhara Hi Tutega…!!
Uske Hone Ya Naa Hone Se,
Kuch Khaas Fark Nahi Pada,
Dosto
Bas
Kal Jahan Dil Hua Karta Tha,
Aaj Wahan Dard Hota Hai !!
Ek din hum bhi kafan odh jayenge,
Sab rishte is jameen se tod jayenge,
Jitna g caahe satalo yaro,
Ek din rote huye sabko chod jayenge.
बादलों से कह दो,
जरा सोच समझ के बरसे,
अगर हमें उसकी याद आ गई,
तो मुकाबला बराबरी का होगा|
Badalon se keh do,
Jara soch samjh kar barse,
Agar mujhe unki yaad aa gayi,
To mukabla barabari ka hoga.
Badi mushkil se bani hu toot jane ke baad,
Main aaj bhi ro deti hu muskurane ke baad,
Tujh se mohabbat thi mujhe beintiha,
Lekin aksar ye mehsus hua tere jane ke baad,
Ab tak dhundh rahi hu apne andar k us shaks ko,
Jo nazar se kho gaya hain nazar aane ke baad.
Ab bhi taaza hain zakhm seene mein,
Bin tere kya rakha hain jeene mein,
Hum to zinda hain tera sath paane ko,
Warna der kitni lgti hai zaher peene mein.
Saari saari raat naa soye hum,
Raaton ko uth uth ke kitna roye hum,
Bas ek baar mera kasur bata de rabba,
Itna pyar karke bhi kyu na kisi ke hue hum.
Kuch cheeze hum purani chhod aaye hain,
Aate aate uski ankho me pani chod aaye hai,
Ye aisa dard hain jo bayaa ho nahi sakta,
Dil to sath le aaye par dhadkan chod aaye hai.
Barsat ki bheegi raaton mein fir koi suhani yaad aayi,
Kuchh apna jamana yaad aaya kuchh unki jawani yaad aayi,
Hum bhool chuke the jisne hamein duniya mein akela chhor diya,
Jab gaur kiya to ek surat jaani pehchani yaad aayi.
Khayalon mein wahi, sapno mein wahi,
Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,
Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.
हद से ज्यादा खुशी और हद से ज्यादा गम किसी को मत बताओ ॥
जिन्दगी में लोग हद से ज्यादा खुशी पर “नजर” और
हद से ज्यादा गम पर “नमक” जरूर लगाते हैं॥
Kabhi use bhulana chaha,
Kabhi use manana chaha,
Maine jab bhi chaha use chaha,
Na jane kya baat thi mere asuon me,
Jo usne mujhe sirf rulana chaha.
Din Ke Sath Raat Nahi Hoti,
Sitaron Se Dil Ki Baat Nahi Hoti,
Jis Dost Ko Jaan Se Ziyada Chahate Hain Hum,
Khuda Jaane Kyu Unhi Se Mulakaat Nahi Hot.
मत सोच कि मैं तुझे भुला नहीं सकता,
तेरी यादों के पन्ने मैं जला नहीं सकता,
कश्मकश ये है कि खुद को मारना होगा,
और अपने सुकून की खातिर, तुझे रुला नहीं सकता|
तमन्ना हो मिलने की तो,
बंद आँखों मे भी नज़र आएँगे,
महसूस करने की कोशिश तो कीजिए,
दूर होते हुए भी पास नज़र आएँगे !!
हमारे दरमियाँ ये दूरियां ना होती,
गर कुछ मेरी मजबूरियाँ ना होती,
रहते ना यूं मेरे हाथ खाली,
गर रस्मों की ये बेड़ियाँ ना होती।
Zaruri to nahi jine ke liye Sahara ho,
Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho,
Kuch kashtiya doob bhi jaya karti hai,
Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho.
Do Kadam To Sab Chal Lete Hain Par,
Zindagi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata,
Agar Ro Kar Bhulai Jaati Yaadein,
To Hans Kar Koi Gam Na Chupata.
Kash ke hum unke dil pe raaz karte,
Jo kal tha wohi pyar aaj karte,
Hume gum nahi unki bewafai ka,
Bas Armaan tha ki hum bhi apne pyar pe naaz karte.
मेरी यादें मेरा चेहरा मेरी बातें रुलायेंगी,
हिज़्र के दौर में गुज़री मुलाकातें रुलायेंगी,
दिनों को तो चलो तुम काट भी लोगे फसानों मे,
जहाँ तन्हा मिलोगे तुम तुम्हे रातें रुलायेंगी|
Meri yaad ayegi tumhe jab door chali jaungi
door itna ki kabhi lout ke na aaungi.
Ab tak tumhare dil me rehti thi
fir tumhari yaado me bas jaungi.
Yaad ayegi baate aur mulakate magar
kabhi tumse mil na paungi.
Tadpoge tum bhi mere bare me soch kar
magar tab mein nazar na aaungi.
Tumhe jaan se jyda chahti hu
par shayad sabit na kar paungi.
Log kahte he pyaar amar hota hai
fir to mein khud ko hi amar kar jaungi.
Mere pyaar ko sahara dena tab jab
aakhri dum par tumhe bulaungi
meri yaad aaye to rat ko bahar aakar dekhna
me ek chamkta hua tara ban aaungi.
Aansu mat bahana mujhe yaad karke
warna me naraz ho jaungi.
Suna he sath janam milte he insaan ko waada raha
baki 6 janam tumhare sath bitaungiiii…
Jiski Talaash Hai.. Usko Pata Hi Nahi..
Humari Chahat Ko Usne Samjha Hi Nahi..
Hum Puchte Rahe Ki Kya Tumhe Humse Pyar Hai..
Wo Hass Kar Kehte Rahe Ki Unnhe Pata Hi Nahi..
रब किसी को किसी पर फ़िदा न करे,
करे तो क़यामत तक जुदा न करे,
ये माना की कोई मरता नहीं जुदाई में,
लेकिन जी भी तो नहीं पाता तन्हाई में ..
True Lines..!!
Bahot Ajib Hoti hai..
Ye Yaadain bhi Mohhbbat ki
Jin Palo me Hum Roye the..
Unhein Yaad Karke Hume Hansi Aati hai
Or Jin Palo me Hansey The..
Unhe yaad Karke Rona Aata hai.
Socha aaj fir unse pyar karlu,
Unka aaj fir didar karlu,
par fasle itne hai darmiya,
ye khuda un faslo kaise mai kam karlu…
Udas Hai Dil aur Ankho Me Nami Hai,
Jaise Rutha Hai Asman aur Khamosh Ye Zami Hai,
Yad Na Karne Ki Koi To Waja Batao,
Naraz Ho ya Waqt Ki Kami Hai.

Khafa Bhi Rehte Hain,
Or Wafa Bhi Krte Hain,
Is Tarha Apne Pyar Ko Bayan Bhi Krte Hain,
Jane Kaisi Narazgi Hai Meri Unse,
Khona Bhi Chahte Hain,
Aur Pane Ki Dua Bhi Karte Hain.

Ye kasmein ye rasmein ye zamane ka darr,
Rulayegi mujhe teri narazgi umar bhar,
Bas maangta hun tujhse tujhpe fannah hone ka haq,
Chahe dede zehar mujhe ya fir kar mera qatl . 🙁

Koi naraz hai humse ke hum kuch likhte nahi,
Kahan se layen lafz jo milte hi nahi.
Jaban hoti to bata dete sayad,
Wo jakham kaise bataye jo dikhte nahi.

Meri har khata par naraz na hona,
Apni pyari si muskan kabhi na khona,
Sukoon milta he dekhkar apki muskurahat ko,
Mujhe maut bhi aye to bhi mat rona

Dil se teri yad ko juda to nahi kia,
Rakha jo tujhe yaad, bura to nahi kia,
Hum se log hain naraz kis liye,
Hum ne kabhi kisi ko khafa to nahi kia.

Hum nibhayenge dosti marte dum tak,
hum hasayenge tumko gham se khushi tak,
aye dost kabhi humse naraz na hona,
saath rehna hamare akhiri dum tak
Itni bedardi se dil ko mere voh tod degi,
Yeh maloom na tha mujhe akela voh chhor degi,
Aey mere masoom dil tu tanhai se pyar kar le,
Bewafa bhi ab wafa ka saath chhor degi.
Taraste the jo hamse milne ko kabhi..
Na jane q aaj mere saye se bhi wo katrate hain
Ham bhi wahi hain, dil bhi wahi hai..
Naa jaane kyun log badal jaate hain..
Sukhe Phool Ko Todne Wala Koi Nahi..
Toote Dil Ko Jodne Wala Koi Nahi..
Kitna Khali Hai Ye Dil Sayad Koi Jaan Pata..
Afshos Ye Hai Inhe Sunne Wala Koi Nahi.
Sab Honge Yaha Magar Hum Na Honge,
Humare Na Hone Se Log Kam Na Honge,
Aise To Bahut Milenge Pyar Karne Wale,
Hum Jaise Bhi Milenge Magar Wo Hum Na Honge..!!
Kisi Aur Ki Bahon Mein Rehkar,
Wo Mujhse Wafa Ki Baat Karte Hai,
Ye Kaisi Chahat Hai Yaro,
Wo Bewafa Hai Ye Jankar Bhi Hum Unhi Se Pyar Karte Hai..!!

No comments:

Post a Comment