Monday, January 1, 2018

Sorry Shayari-sorry shayari in hindi

Humse koi khata ho jaye toh maaf karna,
Hum yaad na kar payein toh maaf karna,
Dil se toh hum aapko kabhi bhulte nahi,
Par yeh dil hi ruk jaaye to maaf karna.
हमसे कोई खता हो जाये तो माफ़ करना,
हम याद न कर पाएं तो माफ़ करना,
दिल से तो हम आपको कभी भूलते नहीं,
पर ये दिल ही रुक जाये तो माफ़ करना।
Tum khafa ho gaye toh koyi khushi na rahegi,
Tumhare bina chiraagon mein roshni na rahegi,
Kya kahein kya gujregi iss dil par,
Zinda toh rahenge par zindgi na rahegi.
तुम खफा हो गए तो कोई ख़ुशी न रहेगी,
तुम्हारे बिना चिरागों में रोशनी न रहेगी,
क्या कहे क्या गुजरेगी इस दिल पर,
जिंदा तो रहेंगे पर ज़िन्दगी न रहेगी।
Naraz kyu ho humse kis baat pe ho ruthe,
Achha chalo ye mana tum sachche hum hi jhute,
Kab tak chhupaoge tum humse ho piyar kerte,
Gusse ka hai bahaana dil mein ho hum pe marte.
नाराज क्यूँ होते हो किस बात पे हो रूठे,
अच्छा चलो ये माना तुम सच्चे हम ही झूठे,
कब तक छुपाओगे तुम हमसे हो प्यार करते,
गुस्से का है बहाना दिल में हो हम पे मरते।
Khata ho gayi toh phir saza suna do,
Dil mein itna dard kyun hai wajah bata do.
Der ho gayi hai yaad karne mein zarur,
Lekin tumko bhula denge yeh khayal mita do.
खता हो गयी तो फिर सज़ा सुना दो,
दिल में इतना दर्द क्यूँ है वजह बता दो,
देर हो गयी याद करने में जरूर,
लेकिन तुमको भुला देंगे ये ख्याल मिटा दो।
Bahut udas hai koi shakhs tere jane se,
ho sake to lout ke aaja kisi bahane se,
tu lakh khafaa ho par ek bar to dekh le,
koyi bikhar gaya hai tere rooth jane se.
बहुत उदास है कोई शख्स तेरे जाने से,
हो सके तो लौट के आजा किसी बहाने से,
तू लाख खफा हो पर एक बार तो देख ले,
कोई बिखर गया है तेरे रूठ जाने से।
Ho sakta hai humne aapko kabhi rula diya,
Aapne duniya ke kehne pe humein bhula diya,
Hum toh waise bhi akele the iss duniya mein,
Kya hua agar aapne ehsaas dila diya.
हो सकता है हमने आपको कभी रुला दिया,
आपने तो दुनिया के कहने पे हमें भुला दिया,
हम तो वैसे भी अकेले थे इस दुनिया में,
क्या हुआ अगर आपने एहसास दिला दिया।
Hum ruthhe toh kiske bharose ruthhe,
Kaun hai jo aayega humein manaane ke liye,
Ho sakta hai taras aa bhi jaaye aapko,
Par dil kahan se layein aapse ruthh jane ki liye.
हम रूठे भी तो किसके भरोसे रूठें,
कौन है जो आयेगा हमें मनाने के लिए,
हो सकता है तरस आ भी जाये आपको,
पर दिल कहाँ से लायें आपसे रूठ जाने के लिये।
Dil se teri yaad ko juda toh nahi kiya,
Rakha jo tujhe yaad kuchh bura toh nahi kiya,
Hum se tu naraaj hai kis liye bata jaraa,
Humne kabhi tujhe khafa toh nahi kiya.
दिल से तेरी याद को जुदा तो नहीं किया,
रखा जो तुझे याद कुछ बुरा तो नहीं किया,
हम से तू नाराज़ हैं किस लिये बता जरा,
हमने कभी तुझे खफा तो नहीं किया।
अगर मै हद से गुज़र जाऊ तो मुझे माफ़ करना,
तेरे दिल में उत्तर जाऊ तो मुझे माफ़ करना,
रात में तुझे देख के तेरे दीदार के खातिर,
पल भर जो ठहर जाऊ तो मुझे माफ़ करना!!!!
शुभरात्रि दोस्तों !!
Agar Main Had Se Guzar Jaon To Mujhe Maaf Karna,
Tere Dil Main Utar Jaon Maaf Karna,
Raat Main Tujhe Dekh Kar Tere Deedar Ki Khatir,
Pal Bhar Jo Thehar Jaon To Mujhe Maaf Karna.
Ek Zara Si Bhool Khata Ban Gayi,
Meri Wafa Hi Meri Saza Ban Gayi,
Dil Liya Aur Khel Kar Tod Diya Usne,
Hamari Jaan Gayi Aur Unki Ada Ban Gayi.
एक ज़रा सी भूल खता बन गयी,
मेरी वफ़ा ही मेरी सजा बन गयी,
दिल लिया और खेल कर तोड़ दिया उसने,
हमारी जान गयी और उनकी अदा बन गयी.
Khafa hone se pehle khata bata dena,
Rulaane se pehle hansna sikha dena,
Agar jana ho kabhi hum se door aap ko,
Toh pehle bina saans liye jeena sikha dena.
खफा होने से पहले खता बता देना,
रुलाने से पहले हँसना सिखा देना,
अगर जाना हो कभी हम से दूर आप को,
तो पहले बिना सांस लिए जीना सिखा देना।
Woh hamari ek khata par..
Humse kuchh is kadar rooth kar chal diye,
Jaise sadiyon se unhe ..
Kisi bahaane ki talash thi.
Agar me had se gujar jau to muje maaf karna,
Tere dil mein utar jau toh mujhe maaf karna,
Raat mein tujhe dekh ke tere deedar ki khatir,
Pal bhar jo theher jau toh mujhe maaf karna.
Na Chalta Hai Dil Par Jor Koi,
Yeh Khud Ki Hi Marji Chalata Hai,
Karta Hai Khatayein Kaisi Kaisi,
Aur Badle Mein Hamein Rulata Hai.
न चलता है दिल पर जोर कोई,
यह खुद की ही मर्जी चलाता है,
करता है खटाएं कैसी कैसी,
और बदले में हमें रुलाता है।
Huyi Toh Hai Yeh Khata Humse Bahut Bhari Sanam,
Na Chahte Huye Bhi Hum Aapse Pyar Kar Baithe,
Roka Tha Humein Sab Ne Ki Na Kar Tu Pyar,
Na Jaane Fir Bhi Kyu Tera Aitbaar Kar Baithe.
Anjaane Mein Hum Tum Se,
Dil Ko Laga Baithe,
Apni Khusiyon Ko Hum,
Khud Hi Ganva Baithe,
Tujh Se Shikayat Nahi Karenge,
Ki Khata Hamari Hi Hai,
Jo Bekadron Ko Pyar Ki,
Murat Hi Bana Baithe.
Kitna Chaahata Hun Tujhe Yeh Mujhko Pata Nahi,
Magar Tumhare Siwa Koi Aur Dil Mein Basa Nahi,
Zamana Dusman Ho Gaya Chaahat Ka Hamari,
Juda Ho Gaye Phir Se Hum Yeh Meri Khata Nahi.
Aap Hi Ke Liye Jeete Hain Aap Hi Ke Liye Marte Hain,
Aap Hi Ho Hamare Dilbar Jinse Hum Pyar Karte Hain,
Sabse Pyara Hai Mahboob Mera Sabse Nirali Uski Ada Hai,
Na Jaane Huyi Kya Humse Khata Jo Aalkal Rahta Hai Khafa.
Khata Pahli Samajh Kar Maaf Kar Dena,
Raah-E-Wafa Mein Ho Jaaye Jo Gunaah Hamse,
Mohabbat Ki Hadein Paar Kar Chuke Hain Sanam,
Phir Kaise Hain Dilbar Yeh Parde Hum Se.
Chup Rahte Hain Ke Koi Khata Na Ho Jaaye,
Humse Koi Ruswa Na Ho Jaaye,
Badi Muskil Se Koi Apna Bana Hai,
Milne Se Pahle Hi Juda Na Ho Jaaye.
Khud se unhe dur karke dekha,
Na reh sake khud ko majbur karke dekha,
Meri har khata ko vo undekha akrta raha,
Gunhegar hone ko maine har kasoor karke dekha.
Duniya Ko Haqiqt Meri Pata Kuch Bhi Nahi,
Ilzam Hzaro Hai Aurr Khata Kuch Bhi Nahi,
DiL Me Kya Hai Ye Padh Na Skoge,
Sare Panne Bikhre Hue Hai, aur Likha Kuch Bhi Nahi!
Jane kya khata he meri aye khuda,
Ke har mood per ajama leta hai tu,
Chahat rakhta hu jis chiz ki,
Use kisi aur ka bana deta hai tu.
Kisi ke dil mein basna bura to nahi,
Kisi ko dil mein basana khata to nahi,
Hain ye zamane ki nazar me bura to kya hua,
Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi.
किसी के दिल में बसना कुछ बुरा तो नहीं,
किसी को दिल में बसाना कोई खता तो नहीं,
गुनाह हो यह ज़माने की नज़र में तो क्या,
ज़माने वाले कोई खुदा तो नहीं।
Hamari har khata pe naraz na hona,
apni pyari si muskurahat ko kabhi na khona,
Sukun milata hain dekh kar aapaki muskurahat,
hume maut bhi aaye to bhi mat rona.
मेरी हर खता पर नाराज़ न होना,
अपनी प्यारी सी मुस्कान कभी न खोना,
सुकून मिलता है देखकर आपकी मुस्कराहट को,
मुझे मौत भी आये तो भी मत रोना!

No comments:

Post a Comment