Posts

Showing posts with the label Birthday Shayari

Birthday Shayari-Birthday Wishes In Hindi

ख्वाहिशों के समंदर के सब मोती तेरे नसीब हो, तेरे चाहने वाले हमसफ़र तेरे हरदम करीब हों, कुछ यूँ उतरे तेरे लिए रहमतों का मौसम, कि तेरी हर दुआ, हर ख्वाहिश कबूल हो। khvaahishon ke samandar ke sab motee tere naseeb ho, tere chaahane vaale hamasafar tere haradam kareeb hon, kuchh yoon utare tere lie rahamaton ka mausam, ki teree har dua, har khvaahish kabool ho. Aap wo phool ho jo gulshan mein nahin khilte, Par jis pe aasmaan ke farishte bhi fakr hai karte, Aap ki zindagi hadd se zyada kimti hain, Janam din aap hamesha mnaye yu hi hanste hanste. Janm Din Ke Yeh Khaas Lamhe Mubarak, Aankho Mein Base Naye Khwab Mubarak, Zindgi Jo Lekar Aayi Hai Aapke Liye Aaj.. Woh Tamaam Khushiyo Ki Haseen Saugat Mubarak. जन्मदिन के ये ख़ास लम्हें मुबारक, आँखों में बसे नए ख्वाब मुबारक, जिंदगी जो लेकर आई है आपके लिए आज.. वो तमाम खुशियों की हंसीं सौगात मुबारक! Thofa Mai Tujhe Aaj Mera Dil Hi Deta Hu, Yeh Hasin Mauka Gawana Nahi Chata Hu, Apne Dil Ki Baat Tumhare Samne Batlata ...