Dosti Shayari Hindi-Best Dosti Shayari In Hindi
Agar yaad tumko na rahe apna janamdin, Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin, Main kabhi na bhuloonga apne yaar ka janamdin, Chahe woh ho mera akhiri din, Aapko zaroor mera yeh msg milega, Jispe likha hoga mubarak ho aapko aapka jamdin. Dost tu hai mera sabse nyara, Tujhe mubarak ho tera janmdin yaara, Mere bhi na nazar lage tujhe Kabhi udaas na ho tere yeh chehra jo bada hai pyara. Humne To Kaha Tha Aapse Eh Mere Dost, Ki Aap Humse Dosti Nibha Na Paaoge, Aap To Shayad Bhool Bhi Jaaoge Hamein, Magar Humko Ko Aap Hamesha Yaad Aaoge. Aise Hi Rakhna Mujhe Eh Mere Khuda, Meri Dosti Sada Aise Hi Paak Rahe, Hum Mar Bhi Jaaye Koi Gham Na Ho, Marne Ke Baad Sada Doston Ko Yaad Rahe. Eh Mere Dost Itna Khyal Rakhna, Apne Dil Ko Aise Hi Paak Rakhna, Kal Main Na Bhi Rahun Is Jahan Mein Agar, Yeh Aarju Hai Aap Hamein Yaad Rakhna. Chand Toh Aata Hai Roj Raaton Ko Magar, Na Jaane Chandani Ko Kyun Saath Le Aata H...