Posts

Showing posts with the label Sharabi Shayari

Sharabi Shayari-sharabi shayari hindi-shayari on sharab in hindi

Sharab Sareer Ko Khatam Krti Hai Sharab Samaj Ko Khatam Krti Hai, Aao Aaj Is Sharab Ko Khatam Krte Hain, Ek Bottle Tum Khtam Kro, Ek Bottle Hum Khatam Krte Hai.. इतनी पीता हूँ कि मदहोश रहता हूँ, सब कुछ समझता हूँ पर खामोश रहता हूँ, जो लोग करते हैं मुझे गिराने की कोशिश, मैं अक्सर उन्ही के साथ रहता हूँ। Ishq-a-bewafai ne daal di hai aadat buri, Main bhi sharif hua karta tha is zamane mein, Pehle din shuru karta tha masjid mein namaaz se, Ab dhalti hai shaam sharab ke sath mehkhane mein. Madhhosh hum hardam raha karte hain, Aur ilzaam sharaab ko diya karte hain, Kasoor sharaab ka nahi unka hai yaron, Jinka chehra hum har jaam mein talaash kiya karte hain. Aashikon ko mohabbat ke alava agar kuchh kaam hota, Toh maikhane jake har roz yun badnam na hota, Mil jaati chahne wali usse bhi kahin raah mein koi, Agar kadmon mein nasha aur hath mein jaam na hota. Pee ke raat ko hum unko bhulane lage, Sharab mein gham ko milane lage, Daru bhi bewaf...