Posts

Showing posts with the label rain shayari

Rain Shayari-Barish Shayari Romantic In Hindi-beautiful barish shayari

Image
Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai, Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai, Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai, Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai! कितनी जल्दी ज़िन्दगी गुज़र जाती है, प्यास भुझ्ती नहीं बरसात चली जाती है, तेरी याद कुछ इस तरह आती है, नींद आती नहीं मगर रात गुज़र जाती है। Kal uski Yaad poori Raat aati rahi, Hum jaage paari Duniya soti rahi, Aasman main bijali paari Raat hoti rahi, Bas ek BARISH thi jo Mere saath roti rahi. कल उसकी याद पूरी रात आती रही, हम जागे पूरी दुनिया सोती रही, आसमान में बिजली पूरी रात होती रही, बस एक बारिश थी जो मेरे साथ रोती रही!  खुश नसीब होते हैं बादल, जो दूर रहकर भी ज़मीन पर बरसते हैं, और एक बदनसीब हम हैं, जो एक ही दुनिया में रहकर भी.. मिलने को तरसते हैं. Khush naseeb hote hain badal, Jo dur rehkar bhi zameen par baraste hain, Aur ek badnaseeb hum hain, Jo ek hi duniya mei rehkar bhi.. Milne ko taraste hain. पहले रिम-झिम फिर बरसात और अचानक कडी धूप, मोहब्बत ओर अगस्त की फितरत एक सी है..!! ...