हिन्दी शायरी दर्द भरी
Milna-Bichadna To Waqt Ka Dastur Hota Hai, Judaa Hokar Bhi Koi Yaado Se Naa Door Hota Hai, Koi Nahi Chahta Judaa Hona Apno Se, Wo To Waqt Ko Shayad Ye Hi Manjoor Hota Hai. Dekh kar Tanha Mujhse Pucha Baharo Ne.. Kaha Gaya Tera Wo Humsafar..!! Tujhe To Bada Naaz Tha Us Par.. Ye Dekh Kar Mein Chup Rahi.. Magar Mere Aansuon Ne Jawab Diya.. Milna Kismat Me Tha, Bichadna Naseeb Tha, Wo Mujse Itna Dur Ho Gaya.. Jitna Wo Mere Karib Tha. पास आ जरा दिल की बात सुनाऊ तुझको, कैसे धरकता है दिल आवाज़ सुनाऊ तुझको, आ के तू देख ले दिल पे लिखा है नाम तेरा, अगर कहता है तो दिल चीर के दिखाऊ तुझको.. जितना जलाया है तुमने प्यार में मुझको, दिल तो करता है की मै भी जलाऊ तुझको, अजनबी होता तो ऐसा भी कर लेता शायद , मगर तू तो अपना है कैसे सताऊ तुझको..!! Paas aa zara dil ki baat btaun tujhko, Kese dharkta ha dil awaz sunao tujhko, Aakar tu dekh le dil pe likha h naam tera Agr kahe to dil cheer ke dikhaun tujko. Jitna jalaya hai tune pyar me mujhko, Dil to krta hai mein b jalaun tujh...
Comments
Post a Comment